Tumhaare lie hue badnaam na bhoole phir bhee

तुम्हारे लिए हुए बदनाम न भूले फिर भी
Work
Year
Language

मु: तुम्हारे लिए हुए बदनाम
न भूले फिर भी तुम्हारा नाम
तुम जानो या न जानो ( तुम्हारी मर्ज़ी ) -2

श: जाओ जी जाओ आए बड़े ( मोहब्बत करने वाले ) -2
हमें छोड़ कर बीच नदी में ( पार उतरने वाले ) -2
मु: चाहे लाखों दो इल्ज़ाम
हम तो कब से बने गुलाम
तुम मानो या न मानो ( तुम्हारी मरजी ) -2

श: तुम परदेसी परदेसी
तुम परदेसी तुम हरजाई फिर क्‌या हमसे मेल
जाओ जा कर और किसी से खेलो प्यार का खेल
मु: हमें औरों से क्‌या काम
तुम्हारे बिना नहीं आराम
तुम जानो या न जानो ( तुम्हारी मर्ज़ी ) -2

श: तुम भी ज़रा जलने का मज़ा लो ( हमें जलाने वाले ) -2
हम क्‌या जानें कौन हो तुम ओ ( हमें मनाने वाले ) -2
मु: हम तो आएँगे सुबह-शाम
हम तो करेंगे रोज सलाम
पहचानो ना पहचानो ( तुम्हारी मर्ज़ी ) -3
तुम्हारे लिए हुए बदनाम …

mu: tumhāre lie hue badnām
na bhūle phir bhī tumhārā nām
tum jāno yā na jāno ( tumhārī marzī ) -2

śha: jāo jī jāo āe baṛe ( mohabbat karne vāle ) -2
hameṅ chhoṛ kar bīch nadī meṅ ( pār utarne vāle ) -2
mu: chāhe lākhoṅ do ilzām
ham to kab se bane gulām
tum māno yā na māno ( tumhārī marjī ) -2

śha: tum pardesī pardesī
tum pardesī tum harjāī phir k‌yā hamse mel
jāo jā kar aur kisī se khelo pyār kā khel
mu: hameṅ auroṅ se k‌yā kām
tumhāre binā nahīṅ ārām
tum jāno yā na jāno ( tumhārī marzī ) -2

śha: tum bhī zarā jalne kā mazā lo ( hameṅ jalāne vāle ) -2
ham k‌yā jāneṅ kaun ho tum o ( hameṅ manāne vāle ) -2
mu: ham to āeṇge subah-śhām
ham to kareṅge roj salām
pahchāno nā pahchāno ( tumhārī marzī ) -3
tumhāre lie hue badnām …