Tumhaare bulaane ko jee chaahtaa hai, jee chaahtaa hai

तुम्हारे बुलाने को जी चाहता है, जी चाहता है
Work
Year
Language

तुम्हारे बुलाने को जी चाहता है, जी चाहता है
मुक़द्दर बनाने को जी चाहता है, जी चाहता है

यह जी चाहता है के तुम्हारी भी सुन लूँ, तुम्हारी भी सुन लूँ - 2
खुद अपनी सुनाने को, जी चाहता है, जी चाहता है
तुम्हारे बुलाने को …

तुम्हारी मोहब्बत में, खोई हुई हूँ, खोई हुई हूँ - 2
तुम्हें यह बताने को, जी चाहता है, जी चाहता है
तुम्हारे बुलाने को …

जो तुम आओ, तो साथ खुशियाँ भी आएं, खुशियाँ भी आएं - 2
ज़रा मुस्कुराने को, जी चाहता है, जी चाहता है
तुम्हारे बुलाने को …

tumhāre bulāne ko jī chāhtā hai, jī chāhtā hai
muqaddar banāne ko jī chāhtā hai, jī chāhtā hai

yah jī chāhtā hai ke tumhārī bhī sun lūṇ, tumhārī bhī sun lūṇ - 2
khud apnī sunāne ko, jī chāhtā hai, jī chāhtā hai
tumhāre bulāne ko …

tumhārī mohabbat meṅ, khoī huī hūṇ, khoī huī hūṇ - 2
tumheṅ yah batāne ko, jī chāhtā hai, jī chāhtā hai
tumhāre bulāne ko …

jo tum āo, to sāth khuśhiyāṇ bhī āeṅ, khuśhiyāṇ bhī āeṅ - 2
zarā muskurāne ko, jī chāhtā hai, jī chāhtā hai
tumhāre bulāne ko …