Tum taataa ho yaa birlaa ... tum mamtaa ho yaa nadonn

तुम टाटा हो या बिड़ला ... तुम ममता हो या ंअदोन्न
Year
Language

तुम टाटा हो या बिड़ला
रहो Carter Road या irlaa
पर मुझपे तुम्हारा दिल है
मेरा दिल भी Polly Hill है

तुम ममता हो या Madonna
पहनो चाँदी या सोना
तेरे गालों पे जो तिल है
मेरी जान वो मेरा दिल है
तुम टाटा हो …

मैने ये सोच लिया है मैं बनूंगी उसकी रानी
ना english हो ना रूसी हो लड़का हिन्दुस्तानी
हो तेरी उंगली में पहना दूँ मैं हीरे की अंगूठी
चल कर लेते हैं मंगनी फिर चलेंगे दोनों ऊटी
तुम टाटा हो …

सीने से लगा ले बुलबुल London की सैर करा दूँ
चल Paris कि गलियों में Eifiel Tower दिखला दूँ
ओ मैं लड़की India वाली मुझे ताजमहल दिखला दे
तू लाल किले की लाली से मेरी चुनरी रंगवा दे
ऐ तुम ममता हो …

tum ṭāṭā ho yā biṛlā
raho Carter Road yā irlaa
par mujhpe tumhārā dil hai
merā dil bhī Polly Hill hai

tum mamtā ho yā Madonna
pahno chāṇdī yā sonā
tere gāloṅ pe jo til hai
merī jān vo merā dil hai
tum ṭāṭā ho …

maine ye soch liyā hai maiṅ banūṅgī uskī rānī
nā english ho nā rūsī ho laṛkā hindustānī
ho terī uṅglī meṅ pahnā dūṇ maiṅ hīre kī aṅgūṭhī
chal kar lete haiṅ maṅgnī phir chaleṅge donoṅ ūṭī
tum ṭāṭā ho …

sīne se lagā le bulbul London kī sair karā dūṇ
chal Paris ki galiyoṅ meṅ Eifiel Tower dikhlā dūṇ
o maiṅ laṛkī India vālī mujhe tājamahal dikhlā de
tū lāl kile kī lālī se merī chunrī raṅgvā de
ai tum mamtā ho …