तुम सितम और करो टूटा नहीं दिल ये अभी
तुम सितम और करो टूटा नहीं दिल ये अभी
हम भी क्या याद करेंगे तुम्हें चाहा था कभी
तुम सितम और करो …
ये वही होंठ हैं जो गीत मेरे गाते थे
आज क्या हो गया क्यों हो गये बेगाने सभी
तुम सितम और करो …
अपने ख्वाबों का जहां मुझमें कभी ढूंढा था
तुम वही हो कि कभी तुमने मुझे पूजा था
देखते हो हमें ऐसे कि न देखा हो कभी
तुम सितम और करो …
tum sitam aur karo ṭūṭā nahīṅ dil ye abhī
ham bhī kyā yād kareṅge tumheṅ chāhā thā kabhī
tum sitam aur karo …
ye vahī hoṅṭh haiṅ jo gīt mere gāte the
āj kyā ho gayā kyoṅ ho gaye begāne sabhī
tum sitam aur karo …
apne khvāboṅ kā jahāṅ mujhmeṅ kabhī ḍhūṅḍhā thā
tum vahī ho ki kabhī tumne mujhe pūjā thā
dekhte ho hameṅ aise ki na dekhā ho kabhī
tum sitam aur karo …