Tum se izhaar-e-haal kar baithe bekhoodee men kamaal kar baithe

तुम से इज़हार-ए-हाल कर बैठे बेखूदी में कमाल कर बैठे
Year
Language

आज फ़ुरकत का ख्वाब टूट गया
मिल गये तुम हिजाब टूट गया

तुम से इज़हार-ए-हाल कर बैठे
बेखुदी में कमाल कर बैठे
तुम से इज़हार-ए-हाल …

खो गये हुस्न की बहारों में
कह दिया राज़-ए-दिल इशारों में
काम हम बेमिसाल कर बैठे
बेखुदी में कमाल कर बैठे
तुम से इज़हार-ए-हाल …

कितने मजबूर हो गये दिल से
सोचे समझे बगैर क़ातिल से
ज़िन्दगी का सवाल कर बैठे
बेखुदी में कमाल कर बैठे
तुम से इज़हार-ए-हाल …

ये अदाएं ये शोखियां तौबा
बस खुदा ही खुदा है उस दिल का
जो तुम्हारा खयाल कर बैठे
बेखुदी में कमाल कर बैठे
तुम से इज़हार-ए-हाल …

āj furkat kā khvāb ṭūṭ gayā
mil gaye tum hijāb ṭūṭ gayā

tum se izhār-e-hāl kar baiṭhe
bekhudī meṅ kamāl kar baiṭhe
tum se izhār-e-hāl …

kho gaye husn kī bahāroṅ meṅ
kah diyā rāz-e-dil iśhāroṅ meṅ
kām ham bemisāl kar baiṭhe
bekhudī meṅ kamāl kar baiṭhe
tum se izhār-e-hāl …

kitne majbūr ho gaye dil se
soche samjhe bagair qātil se
zindgī kā savāl kar baiṭhe
bekhudī meṅ kamāl kar baiṭhe
tum se izhār-e-hāl …

ye adāeṅ ye śhokhiyāṅ taubā
bas khudā hī khudā hai us dil kā
jo tumhārā khayāl kar baiṭhe
bekhudī meṅ kamāl kar baiṭhe
tum se izhār-e-hāl …