तुम से अच्छा कौन है, दिल लो जिगर लो जान लो
(हो, तुम से अच्छा कौन है,
दिल लो जिगर लो जान लो,
हम तुम्हारे हैं सनम,
तुम हमे पहचान लो ) - 2
(मैं हूँ वो झोंका, मस्त हवाका
संग तुम्हारे, चलता रहूँगा
जब से हुई है, तुम से मोहब्बत
मिलता रहा हूँ, मिलता रहूँगा ) - 2
हू…, तुम से अच्छा कौन है …
(सीने में दिल है, दिल में तुम्ही हो
तुम में हमारी, छोटी सी जान हैं
तुम हो सलामत, हम को नहीं ग़म
तुम से हमारी, दुनिया जवान हैं ) - 2
हू…, तुम से अच्छा कौन है …
मर के भी देखा, मर ना सके हम
दिलकी लगी ने, हमको बचाया
तेरी नज़र का, जादू है शायद
जिसने हमे फिर, ज़िंदा बनाया
हू…, तुम से अच्छा कौन है …
हो, तुम से अच्छा कौन है
दिल लो जिगर लो जान लो
हम तुम्हारे हैं सनम
तुम हमे पहचान लो
(ho, tum se achchhā kaun hai,
dil lo jigar lo jān lo,
ham tumhāre haiṅ sanam,
tum hame pahchān lo ) - 2
(maiṅ hūṇ vo jhoṅkā, mast havākā
saṅg tumhāre, chaltā rahūṇgā
jab se huī hai, tum se mohabbat
miltā rahā hūṇ, miltā rahūṇgā ) - 2
hū…, tum se achchhā kaun hai …
(sīne meṅ dil hai, dil meṅ tumhī ho
tum meṅ hamārī, chhoṭī sī jān haiṅ
tum ho salāmat, ham ko nahīṅ ġham
tum se hamārī, duniyā javān haiṅ ) - 2
hū…, tum se achchhā kaun hai …
mar ke bhī dekhā, mar nā sake ham
dilkī lagī ne, hamko bachāyā
terī nazar kā, jādū hai śhāyad
jisne hame phir, ziṅdā banāyā
hū…, tum se achchhā kaun hai …
ho, tum se achchhā kaun hai
dil lo jigar lo jān lo
ham tumhāre haiṅ sanam
tum hame pahchān lo