Tum sar-e-aam mulaaqaat se darte k‌yon ho

तुम सर-ए-आम मुलाक़ात से डरते क्‌यों हो
Work
Language

तुम सर-ए-आम मुलाक़ात से डरते क्‌यों हो
इश्क़ करते हो तो हालात से डरते क्‌यों हो
तुम सर-ए-आम मुलाक़ात से …

ये बाताओ तो ज़रा मेरा खयाल आते ही
दिन से घबराते हो तुम, रात से डरते क्‌यों हो
इश्क़ करते हो तो …

तुम तो कहते हो तुम्हें मुझसे मुहब्बत तो नहीं
फिर जुदाई के खयालात से डरते क्‌यों हो
इश्क़ करते हो तो …

मुझसे खुद आ के लिपट जाना सम्भल कर हटना
तेज़ होते हुई बरसात से डरते क्‌यों हो
इश्क़ करते हो तो …

tum sar-e-ām mulāqāt se ḍarte k‌yoṅ ho
iśhq karte ho to hālāt se ḍarte k‌yoṅ ho
tum sar-e-ām mulāqāt se …

ye bātāo to zarā merā khayāl āte hī
din se ghabrāte ho tum, rāt se ḍarte k‌yoṅ ho
iśhq karte ho to …

tum to kahte ho tumheṅ mujhse muhabbat to nahīṅ
phir judāī ke khayālāt se ḍarte k‌yoṅ ho
iśhq karte ho to …

mujhse khud ā ke lipaṭ jānā sambhal kar haṭnā
tez hote huī barsāt se ḍarte k‌yoṅ ho
iśhq karte ho to …