Tum to saagar jaisee lag rahee ho

तुम तो सागर जैसी लग रही हो
Year
Language

तुम तो सागर जैसी लग रही हो
मेरे दिल में प्यास है
क्‌या प्यास है एहसास है
खुल के ये बतलाइये
हम तो बहुत नादान हैं
कुछ आप समझाइये

साथ अपना है घड़ियाँ सुहानी
आओ लिख दें नई इक कहानी
जो है लिखना तुम्हें इन लबों पे लिखो
उम्र भर जो रहेगी निशानी
अच्छा ज़रा मेरे पहलू में आओ
तुम तो सागर जैसी …

शेरा री रा शेरा री रारा
दिल से दिल आज ऐसे मिले हैं
प्यार की हद से आगे चले हैं
मैं भी इक आग हूँ
तू भी इक आग है
कितने शोले बदन में जले हैं
जाओ न अब दूर मुझ्से न जाओ
तुम तो सागर जैसी …

tum to sāgar jaisī lag rahī ho
mere dil meṅ pyās hai
k‌yā pyās hai ehsās hai
khul ke ye batlāiye
ham to bahut nādān haiṅ
kuchh āp samjhāiye

sāth apnā hai ghaṛiyāṇ suhānī
āo likh deṅ naī ik kahānī
jo hai likhnā tumheṅ in laboṅ pe likho
umr bhar jo rahegī niśhānī
achchhā zarā mere pahlū meṅ āo
tum to sāgar jaisī …

śherā rī rā śherā rī rārā
dil se dil āj aise mile haiṅ
pyār kī had se āge chale haiṅ
maiṅ bhī ik āg hūṇ
tū bhī ik āg hai
kitne śhole badan meṅ jale haiṅ
jāo na ab dūr mujhse na jāo
tum to sāgar jaisī …