तुम रूठी रहो मैं मनाता रहूँ
मु: तुम रूठी रहो मैं मनाता रहूँ -2
कि इन अदाओं पे और प्यार आता है -2
ल: थोड़े शिक़वे भी हों कुछ शिकायत भी हो -2
तो मज़ा जीने का और भी आता है -2
मु: हाय दिल को चुराकर ले गया
मुँह छुपा लेना हमसे वो आपका
देखना वो बिगड़ कर फिर हमें
और दांतों में ऊँगली का दाबना
ओ मुझे तेरी क़सम यही समाँ मार गया
इसी जलवे पे तेरे दोनों जहाँ हार गया
तुम रूठी रहो …
ल: थोड़े शिक़वे भी …
ये न समझो कि तुमसे दूर हूँ
तेरे जीवन की प्यार भरी आस हूँ
चाँद के संग जैसे है चाँदनी
वैसे मैं भी तेरे दिल के पास हूँ
हाय वो दिल नहीं जो न धड़कना जाने
और दिलदार नहीं जो न तड़पना जाने
थोड़े शिक़वे भी …
मु: तुम रूठी रहो …
चाहें कोई डगर हो प्यार की
ख़त्म होगी न तेरी-मेरी दास्ताँ
दिल जलेगा तो होगी रोशनी
तेरे दिल में बनाया है आशियाँ
ओ शरद पूनम की रंग भरी चाँदनी
मेरी सब कुछ मेरी तक़दीर मेरी ज़िन्दगी
तुम रूठी रहो …
mu: tum rūṭhī raho maiṅ manātā rahūṇ -2
ki in adāoṅ pe aur pyār ātā hai -2
la: thoṛe śhiqve bhī hoṅ kuchh śhikāyat bhī ho -2
to mazā jīne kā aur bhī ātā hai -2
mu: hāy dil ko churākar le gayā
muṇh chhupā lenā hamse vo āpkā
dekhnā vo bigaṛ kar phir hameṅ
aur dāṅtoṅ meṅ ūṇglī kā dābnā
o mujhe terī qasam yahī samāṇ mār gayā
isī jalve pe tere donoṅ jahāṇ hār gayā
tum rūṭhī raho …
la: thoṛe śhiqve bhī …
ye na samjho ki tumse dūr hūṇ
tere jīvan kī pyār bharī ās hūṇ
chāṇd ke saṅg jaise hai chāṇdnī
vaise maiṅ bhī tere dil ke pās hūṇ
hāy vo dil nahīṅ jo na dhaṛaknā jāne
aur dildār nahīṅ jo na taṛapnā jāne
thoṛe śhiqve bhī …
mu: tum rūṭhī raho …
chāheṅ koī ḍagar ho pyār kī
khatm hogī na terī-merī dāstāṇ
dil jalegā to hogī rośhnī
tere dil meṅ banāyā hai āśhiyāṇ
o śharad pūnam kī raṅg bharī chāṇdnī
merī sab kuchh merī taqdīr merī zindgī
tum rūṭhī raho …