Tum orho meree jaan haay dupattaa sanbhaal ke

तुम ओढ़ो मेरी जान हाय दुपट्टा संभाल के
Year
Language

तुम ओढ़ो मेरी जान
तुम ओढ़ो मेरी जान हाय दुपट्टा संभाल के
ले जाए ना सीने से कोई दिल दिल निकाल के
दुपट्टा संभाल के

मैने ओढ़ा मेरी जान
मैने ओढ़ा मेरी जान दुपट्टा संभाल के
ले जाऊंगी सीने से तेरेआ दिल दिल निकाल के
दुपट्टा संभाल के …

lovely हसीन ऐसी sweeti कहीं न होगी
सारे जहां में ऐसी beauty कहीं न होगी
so sweet
बनके तू ऐसे hero acting न कर ज्यादा
अच्छे से जानती हूं मैं तो तेरा इरादा
जलवे हैं ये तो मेरे अठरा साल के
दुपट्टा संभाल के …

देखे जो कोई मुझको जालिम बुरी नज़र से
बचके उसे मैं ऐसे जानें न दूं इधर से
ये रंग गोरा गोरा दीवाना बना देगा
तुमको कहीं कभी भी मुश्किल में फ़ंसा देगा
ओ मेरी दिलरुबा तुम्हारे नखरे कमाल के
दुपट्टा संभाल के …

tum oṛho merī jān
tum oṛho merī jān hāy dupaṭṭā saṅbhāl ke
le jāe nā sīne se koī dil dil nikāl ke
dupaṭṭā saṅbhāl ke

maine oṛhā merī jān
maine oṛhā merī jān dupaṭṭā saṅbhāl ke
le jāūṅgī sīne se tereā dil dil nikāl ke
dupaṭṭā saṅbhāl ke …

lovely hasīn aisī sweeti kahīṅ na hogī
sāre jahāṅ meṅ aisī beauty kahīṅ na hogī
so sweet
banke tū aise hero acting na kar jyādā
achchhe se jāntī hūṅ maiṅ to terā irādā
jalve haiṅ ye to mere aṭhrā sāl ke
dupaṭṭā saṅbhāl ke …

dekhe jo koī mujhko jālim burī nazar se
bachke use maiṅ aise jāneṅ na dūṅ idhar se
ye raṅg gorā gorā dīvānā banā degā
tumko kahīṅ kabhī bhī muśhkil meṅ faṅsā degā
o merī dilrubā tumhāre nakhre kamāl ke
dupaṭṭā saṅbhāl ke …