Tum ne pukaaraa aur ham chale aaye

तुम ने पुकारा और हम चले आये
Work
Year
Language

तुम ने पुकारा और हम चले आये
दिल हथेली पर ले आये रे
तुम ने पुकारा और हम चले आये
जान हथेली पर ले आये रे

आओ बैठो हमारे पहलू में पनाह ले लो
मेरी जलती हुई आँखों पे ये आँखे रख दो
ऐ मेरे प्यार के ख्वाबों की हसीन शहज़ादी
होंठ क्यो काँप रहें है, ज़रा कुछ तो बोलो
तुम ने पुकारा और हम चले आये
जान हथेली पर ले आये रे

आज खेलो मेरी ज़ुल्फों से, इजाज़त है तुम्हे
मुझ को छू लो, मेरी नस नस में शरारे भर दो
मेरे दिलदार, मेरी आँखों में रहने वाले
मैं तुम्हारी हूँ, मेरी माँग में तारें भर दो
तुम ने पुकारा और हम चले आये
दिल हथेली पर ले आये रे

नाम रौशन है तुम ही से मेरे अफ़साने का
जिंदगी नाम है उल्फ़त में जिये जाने का
तुम अगर हम को ना मिलते तो ये सूरत होती
लोग ले जाते जनाज़ा तेरे दीवाने का
तुम ने पुकारा और हम चले आये
जान हथेली पर ले आये रे

tum ne pukārā aur ham chale āye
dil hathelī par le āye re
tum ne pukārā aur ham chale āye
jān hathelī par le āye re

āo baiṭho hamāre pahlū meṅ panāh le lo
merī jaltī huī āṇkhoṅ pe ye āṇkhe rakh do
ai mere pyār ke khvāboṅ kī hasīn śhahazādī
hoṅṭh kyo kāṇp raheṅ hai, zarā kuchh to bolo
tum ne pukārā aur ham chale āye
jān hathelī par le āye re

āj khelo merī zulphoṅ se, ijāzat hai tumhe
mujh ko chhū lo, merī nas nas meṅ śharāre bhar do
mere dildār, merī āṇkhoṅ meṅ rahne vāle
maiṅ tumhārī hūṇ, merī māṇg meṅ tāreṅ bhar do
tum ne pukārā aur ham chale āye
dil hathelī par le āye re

nām rauśhan hai tum hī se mere afsāne kā
jiṅdgī nām hai ulfat meṅ jiye jāne kā
tum agar ham ko nā milte to ye sūrat hotī
log le jāte janāzā tere dīvāne kā
tum ne pukārā aur ham chale āye
jān hathelī par le āye re