तुम ने मुझे देखा हो कर मेहर्बां
(तुम ने मुझे देखा, हो कर मेहर्बां
रुक गई ये ज़मीं, रुक गई ज़मीं
थम गया आसमां, जान-ए-मन जान-ए-जां) - 2
तुम ने मुझे देखा
ओ कहीं दर्द के सहरा में, रुकते चलते होते
इन होंठों की हसरत में, तपते जलते होते
मेहर्बां हो गई, ज़ुल्फ़ की बदलियाँ
जान-ए-मन, जान-ए-जां
तुम ने मुझे देखा …
ओ, लेकर ये हसीं जलवे, तुम भी न कहाँ पहुँचे
आखिर को मेरे दिल तक, कदमों के निशां पहुँचे
खत्म से हो गए रास्ते सब यहाँ
जान-ए-मन, जान-ए-जां
तुम ने मुझे देखा …
(tum ne mujhe dekhā, ho kar meharbāṅ
ruk gaī ye zamīṅ, ruk gaī zamīṅ
tham gayā āsmāṅ, jān-e-man jān-e-jāṅ) - 2
tum ne mujhe dekhā
o kahīṅ dard ke sahrā meṅ, rukte chalte hote
in hoṅṭhoṅ kī hasrat meṅ, tapte jalte hote
meharbāṅ ho gaī, zulf kī badliyāṇ
jān-e-man, jān-e-jāṅ
tum ne mujhe dekhā …
o, lekar ye hasīṅ jalve, tum bhī na kahāṇ pahuṇche
ākhir ko mere dil tak, kadmoṅ ke niśhāṅ pahuṇche
khatm se ho gae rāste sab yahāṇ
jān-e-man, jān-e-jāṅ
tum ne mujhe dekhā …