Tum ne kisee kee jaan ko jaate hue dekhaa hai

तुम ने किसी की जान को जाते हुए देखा है
Work
Year
Language

तुम ने किसी की जान को जाते हुए देखा है
वो देखो मुझसे रूठकर, मेरी जान जा रही है

क्या जाने किस कुसूर की दी है मुझे सजायें
दीवाना कर रही है, तोबा शिकन अदायें
जुल्फों में मुह छुपाकर, मुझ को लुभा रही है

घबरा रही है खुद भी बेचैन हो रही है
अपने ही खून-ए-दिल में दामन डूबो रही है
बेजान रह गये हम, वो मुस्कुरा रही है

मस्तीभरी घटाओं अब जाके रोक लो तुम
तुमको मेरी कसम है समझा के रोक लो तुम
उसकी जुदाई दिल पर नश्तर चला रही है

tum ne kisī kī jān ko jāte hue dekhā hai
vo dekho mujhse rūṭhkar, merī jān jā rahī hai

kyā jāne kis kusūr kī dī hai mujhe sajāyeṅ
dīvānā kar rahī hai, tobā śhikan adāyeṅ
julphoṅ meṅ muh chhupākar, mujh ko lubhā rahī hai

ghabrā rahī hai khud bhī bechain ho rahī hai
apne hī khūn-e-dil meṅ dāman ḍūbo rahī hai
bejān rah gaye ham, vo muskurā rahī hai

mastībhrī ghaṭāoṅ ab jāke rok lo tum
tumko merī kasam hai samjhā ke rok lo tum
uskī judāī dil par naśhtar chalā rahī hai