तुम ने किसी की जान को, जाते हुए देखा है
तुम ने किसी की जान को जाते हुए देखा है
वो देखो मुझसे रूठकर, मेरी जान जा रही है
क्या जाने किस क़ुसूर की, दी हैं मुझे सज़ाएं
दीवाना कर रही हैं, तौबा शिकन अदाएं
ज़ुल्फ़ों में मुँ छुपाकर, मुझको लुभा रही है
घबरा रही है ख़ुद भी, बेचैन हो रही है
अपने ही ख़ून-ए-दिल में दामन डुबो रही है
बेजान रह गए हम, वो मुस्करा रही है
मस्ती भरी हवाओं अब जाके रोक लो तुम
तुमको मेरी क़सम है समझा के रोक लो तुम
उसकी जुदाई दिल पर, नश्तर चला रही है %%%%% (नश्तर्=लन्cएत)
tum ne kisī kī jān ko jāte hue dekhā hai
vo dekho mujhse rūṭhkar, merī jān jā rahī hai
kyā jāne kis qusūr kī, dī haiṅ mujhe sazāeṅ
dīvānā kar rahī haiṅ, taubā śhikan adāeṅ
zulfoṅ meṅ muṇ chhupākar, mujhko lubhā rahī hai
ghabrā rahī hai khud bhī, bechain ho rahī hai
apne hī khūn-e-dil meṅ dāman ḍubo rahī hai
bejān rah gae ham, vo muskrā rahī hai
mastī bharī havāoṅ ab jāke rok lo tum
tumko merī qasam hai samjhā ke rok lo tum
uskī judāī dil par, naśhtar chalā rahī hai %%%%% (naśhtar=lancet)