तुम महकती जवाँ चाँदनी हो चलती फिरती कोई रोशनी हो
रंग भी रूप भी रागिनी भी जो भी सोचूँ तुम्हें तुम वही हो
तुम महकती जवाँ …
नर्म आँचल से छनती ये ख़ुश्बू मेरे हर ख़्वाब पर छा गई है
जब भी तुम पर निग़ाहें पड़ी हैं दिल में एक प्यास लहरा गई है
तुम तो सचमुच छलकती नदी हो
चलती फिरती कोई …
जब से देखा है चाहा है तुमको ये फ़साना चला है वहीं से
कब तलक़ दिल भटकता रहेगा माँग लूँ आज तुमको तुम्हीं से
कि तुम तो खुद प्यार हो ज़िन्दगी हो
चलती फिरती कोई …
tum mahaktī javāṇ chāṇdnī ho chaltī phirtī koī rośhnī ho
raṅg bhī rūp bhī rāginī bhī jo bhī sochūṇ tumheṅ tum vahī ho
tum mahaktī javāṇ …
narm āṇchal se chhantī ye khuśhbū mere har khvāb par chhā gaī hai
jab bhī tum par niġhāheṅ paṛī haiṅ dil meṅ ek pyās lahrā gaī hai
tum to sachmuch chhalaktī nadī ho
chaltī phirtī koī …
jab se dekhā hai chāhā hai tumko ye fasānā chalā hai vahīṅ se
kab talaq dil bhaṭaktā rahegā māṇg lūṇ āj tumko tumhīṅ se
ki tum to khud pyār ho zindgī ho
chaltī phirtī koī …