तुम लड़की हो, मैं लड़का हूँ
तुम लड़की हो, मैं लड़का हूँ
तुम आई तो, सच कहता हूँ
आया मौसम, दोस्ती का
मैं लड़की हूँ, तुम लड़के हो
यूँ लगता है, जब मिलते हो
आया मौसम दोस्ती का …
जाने क्यों लगता है मेरी तुम्हारी पहले से पहचान है
तुम मान इतना जो दे रहे हो मुझपे ये एहसान है
एहसानों की बातें छोड़ो, आओ हमसे नाता जोड़ो
आया मौसम दोस्ती का …
मैं का जानू का चीज़ होवे है प्यार
करजवा पे लागी नजर की कटार
अरी दीवानी, न कर नादानी
तेरी बातें हैं बड़ी तूफ़ानी
नहीं ये मौसम दिल्लगी का
नहीं ये मौसम ख़ुद्कुशी का
आया मौसम दोस्ती का …
रिश्ता नहीं है, दोनो को फिर भी बाँधे कोई डोर है
इस दोस्ती को क्या नाम दे हम, ये बात कुछ और है
दीवानापन कह सकते हो, दिल की धड़कन कह सकते हो
कि आया मौसम दोस्ती का …
tum laṛkī ho, maiṅ laṛkā hūṇ
tum āī to, sach kahtā hūṇ
āyā mausam, dostī kā
maiṅ laṛkī hūṇ, tum laṛke ho
yūṇ lagtā hai, jab milte ho
āyā mausam dostī kā …
jāne kyoṅ lagtā hai merī tumhārī pahle se pahchān hai
tum mān itnā jo de rahe ho mujhpe ye ehsān hai
ehsānoṅ kī bāteṅ chhoṛo, āo hamse nātā joṛo
āyā mausam dostī kā …
maiṅ kā jānū kā chīz hove hai pyār
karajvā pe lāgī najar kī kaṭār
arī dīvānī, na kar nādānī
terī bāteṅ haiṅ baṛī tūfānī
nahīṅ ye mausam dillgī kā
nahīṅ ye mausam khudkuśhī kā
āyā mausam dostī kā …
riśhtā nahīṅ hai, dono ko phir bhī bāṇdhe koī ḍor hai
is dostī ko kyā nām de ham, ye bāt kuchh aur hai
dīvānāpan kah sakte ho, dil kī dhaṛkan kah sakte ho
ki āyā mausam dostī kā …