तुम क्या जानो दिल करता तुमसे कितना प्यार्
तुम क्या जानो दिल करता तुमसे कितना प्यार
रहता है मुझको बस तुम्हारा इंतज़ार
कैसा है ये दीवानापन
जब तक ना देखूं तुमको आए ना करार
लग जाओ मेरे सीने से यार
तुम क्या जानो …
पहले कभी तो दिल मेरा इतना नहीं था दीवाना
क्या चीज़ है दीवानगी पा के तुझे मैने जाना
तुझको देखा तुझको चाहा तेरा हो गया
जान-ए-जानां मैं तेरे ख्वाबों में खो गया
आ चूम लूं तुझे बार बार
तुम क्या जानो …
उफ़ क्या समां जवान है आगोश में चाँदनी है
बिखरी है जो यहां वहां वो प्यार की रोशनी है
है तेरे ही दम से मेरी चाहत का जहां
तेरे जैसा आशिक़ सबको मिलता है कहां
तुझ पे सनम मेरी जां निसार
तुम क्या जानो …
tum kyā jāno dil kartā tumse kitnā pyār
rahtā hai mujhko bas tumhārā iṅtazār
kaisā hai ye dīvānāpan
jab tak nā dekhūṅ tumko āe nā karār
lag jāo mere sīne se yār
tum kyā jāno …
pahle kabhī to dil merā itnā nahīṅ thā dīvānā
kyā chīz hai dīvāngī pā ke tujhe maine jānā
tujhko dekhā tujhko chāhā terā ho gayā
jān-e-jānāṅ maiṅ tere khvāboṅ meṅ kho gayā
ā chūm lūṅ tujhe bār bār
tum kyā jāno …
uf kyā samāṅ javān hai āgośh meṅ chāṇdnī hai
bikhrī hai jo yahāṅ vahāṅ vo pyār kī rośhnī hai
hai tere hī dam se merī chāhat kā jahāṅ
tere jaisā āśhiq sabko miltā hai kahāṅ
tujh pe sanam merī jāṅ nisār
tum kyā jāno …