तुम कम्सिन हो, नादाँ हो, नाज़ुक हो, भोली हो
सोचता हूँ मैं कि तुम्हें प्यार ना करूँ
मदहोश अदा ये अल्हड़पन
बचपन तो अभी बीता ही नहीं
एहसास है क्या और क्या है तड़प
इस सोच में दिल डूबा ही नहीं
तुम आहें भरो और शिकवे करो
ये बात हमें मंज़ूर नहीं
तुम तारे गिनो और नींद उड़े
वो रात हमें मंज़ूर नहीं
tum kamsin ho, nādāṇ ho, nāzuk ho, bholī ho
sochtā hūṇ maiṅ ki tumheṅ pyār nā karūṇ
madhośh adā ye alhaṛpan
bachapan to abhī bītā hī nahīṅ
ehsās hai kyā aur kyā hai taṛap
is soch meṅ dil ḍūbā hī nahīṅ
tum āheṅ bharo aur śhikve karo
ye bāt hameṅ maṅzūr nahīṅ
tum tāre gino aur nīṅd uṛe
vo rāt hameṅ maṅzūr nahīṅ