Tum jaise bigare baaboo se main ankhiyaan bachaaoon

तुम जैसे बिगड़े बाबू से मैं अँखियाँ बचाऊँ
Year
Language

तुम जैसे बिगड़े बाबू से मैं अँखियाँ बचाऊँ
थिन-गिन थिन-गिन नाचूँ और दुनिया को नचाऊँ
तुम जैसे बिगड़े …

आँखों में मधुशाले रंग भरे ये प्याले
चंदा-सूरज दोनों मेरे कानों के हैं बाले -2
अपने आप को क्‌या समझो हो बाबू ओ बाबू
तुम जैसे बिगड़े …

मुख पे लट लहराए घन बदरा शरमाए
नील गगन का बाँका राही पायल बाँधने आए -2
अपने आप को क्‌या समझो हो बाबू ओ बाबू
तुम जैसे बिगड़े …

tum jaise bigaṛe bābū se maiṅ aṇkhiyāṇ bachāūṇ
thin-gin thin-gin nāchūṇ aur duniyā ko nachāūṇ
tum jaise bigaṛe …

āṇkhoṅ meṅ madhuśhāle raṅg bhare ye pyāle
chaṅdā-sūraj donoṅ mere kānoṅ ke haiṅ bāle -2
apne āp ko k‌yā samjho ho bābū o bābū
tum jaise bigaṛe …

mukh pe laṭ lahrāe ghan badrā śharmāe
nīl gagan kā bāṇkā rāhī pāyal bāṇdhne āe -2
apne āp ko k‌yā samjho ho bābū o bābū
tum jaise bigaṛe …