तुम जहाँ हो वहाँ, क्या ये मौसम नहीं
तुम जहाँ हो वहाँ, क्या ये मौसम नहीं
क्या नज़ारे वहाँ मुस्कुराते नहीं
क्या वहाँ ये घताएं बरसती नहीं
क्या कभी हम तुम्हें याद आते नहीं
तुम जहाँ हो वहाँ, क्या ये मौसम नहीं
क्या नज़ारे वहाँ मुस्कुराते नहीं
ये ज़माना हमेशां का बेदर्द है
दर्द-ए-दिल पे, कोई हाथ धरता नहीं
दिल की फ़ित्रत कभी एक रहती नहीं
ज़िंदगी भर वफ़ा, कोई करता नहीं
फिर भी जैसे भुलाया है तुमने हमें -2
इस तरह भी किसी को भुलाते नहीं
तुम जहाँ हो वहाँ क्या ये मौसम नहीं
क्या नज़ारे वहाँ मुस्कुराते नहीं
दर्द है मेरे दिल का मेरे गीत में
गीत गाता हूँ मैं तुम मुझे साज़ दो
रात खामोश है और तनहा है दिल
तुम कहाँ हो ज़रा दिल को आवाज़ दो
जो गुज़ारे थे हमने, मोहब्बत में दिन -2
क्या वो दिन अब तुम्हें याद आते नहीं
तुम जहाँ हो वहाँ, क्या ये मौसम नहीं
क्या नज़ारे वहाँ मुस्कुराते नहीं
तुम जहाँ हो वहाँ, क्या ये मौसम नहीं
tum jahāṇ ho vahāṇ, kyā ye mausam nahīṅ
kyā nazāre vahāṇ muskurāte nahīṅ
kyā vahāṇ ye ghatāeṅ barastī nahīṅ
kyā kabhī ham tumheṅ yād āte nahīṅ
tum jahāṇ ho vahāṇ, kyā ye mausam nahīṅ
kyā nazāre vahāṇ muskurāte nahīṅ
ye zamānā hameśhāṅ kā bedard hai
dard-e-dil pe, koī hāth dhartā nahīṅ
dil kī fitrat kabhī ek rahtī nahīṅ
ziṅdgī bhar vafā, koī kartā nahīṅ
phir bhī jaise bhulāyā hai tumne hameṅ -2
is tarah bhī kisī ko bhulāte nahīṅ
tum jahāṇ ho vahāṇ kyā ye mausam nahīṅ
kyā nazāre vahāṇ muskurāte nahīṅ
dard hai mere dil kā mere gīt meṅ
gīt gātā hūṇ maiṅ tum mujhe sāz do
rāt khāmośh hai aur tanhā hai dil
tum kahāṇ ho zarā dil ko āvāz do
jo guzāre the hamne, mohabbat meṅ din -2
kyā vo din ab tumheṅ yād āte nahīṅ
tum jahāṇ ho vahāṇ, kyā ye mausam nahīṅ
kyā nazāre vahāṇ muskurāte nahīṅ
tum jahāṇ ho vahāṇ, kyā ye mausam nahīṅ