Tum ishq kee mahafil ho ... ik baar phir kaho zaraa

तुम इश्क़ की महफ़िल हो ... इक बार फिर कहो ज़रा
Year
Language

र: तुम इश्क़ की महफ़िल हो तुम हुस्न का जलवा हो
या साज-ए-मोहब्बत पर छेड़ा हुआ नग़मा हो
आ: इक बार फिर कहो ज़रा
को: इक बार फिर कहो ज़रा

आ: शाईर हो मुसव्विर हो मालूम नहीं क्‌या हो
लगता है मुझे ऐसा तुम मेरी तमन्ना हो
र: इक बार फिर कहो ज़रा
को: इक बार फिर कहो ज़रा

र: ज़ुल्फ़ें हैं घटा जैसी चेहरा है कमल जैसा
( मरमर का बदन प्यारा ) -2 है ताजमहल जैसा
जैसे तुम्हें क़ुदरत ने हाथों से बनाया हो -2
तुम इश्क़ की महफ़िल …
आ: इक बार फिर कहो ज़रा
को: इक बार फिर कहो ज़रा

आ: तुम क्‌या मिले उल्फ़त की तस्वीर नज़र आई
मुझको मेरे ख़्वाबों की ताबीर नज़र आई
भरता नहीं दिल जिससे तुम ऐसा नज़ारा हो -2
शाईर हो मुसव्विर हो …
र: इक बार फिर कहो ज़रा
को: इक बार फिर कहो ज़रा

ra: tum iśhq kī mahafil ho tum husn kā jalvā ho
yā sāj-e-mohabbat par chheṛā huā naġhmā ho
ā: ik bār phir kaho zarā
ko: ik bār phir kaho zarā

ā: śhāīr ho musavvir ho mālūm nahīṅ k‌yā ho
lagtā hai mujhe aisā tum merī tamannā ho
ra: ik bār phir kaho zarā
ko: ik bār phir kaho zarā

ra: zulfeṅ haiṅ ghaṭā jaisī chehrā hai kamal jaisā
( marmar kā badan pyārā ) -2 hai tājamahal jaisā
jaise tumheṅ qudarat ne hāthoṅ se banāyā ho -2
tum iśhq kī mahafil …
ā: ik bār phir kaho zarā
ko: ik bār phir kaho zarā

ā: tum k‌yā mile ulfat kī tasvīr nazar āī
mujhko mere khvāboṅ kī tābīr nazar āī
bhartā nahīṅ dil jisse tum aisā nazārā ho -2
śhāīr ho musavvir ho …
ra: ik bār phir kaho zarā
ko: ik bār phir kaho zarā