तुम गगन के चंद्रमा हो, मैं धरा की धूल हूँ
तुम प्रलय के देवता हो, मैं समर्पित फूल
तुम हो पूजा मैं पुजारी, तुम सुधा मैं प्यास हूँ
तुम महासागर की सीमा, मैं किनारे की लहर
तुम महासंगीत के स्वर, मैं अधूरी साजपर
तुम हो काया मैं हूँ छाया, तुम क्षमा मैं भूल हूँ
तुम उषा की लालिमा हो, भोर का सिंदूर हो
मेरे प्राणों की हो गुंजन, मेरे मन की मयूर हो
तुम हो पूजा मैं पुजारी, तुम सुधा मैं प्यास हूँ
तुम गगन के चंद्रमा हो, मैं धरा की धूल हूँ
Work
Year
Language
tum gagan ke chaṅdrmā ho, maiṅ dharā kī dhūl hūṇ
tum pralay ke devtā ho, maiṅ samarpit phūl
tum ho pūjā maiṅ pujārī, tum sudhā maiṅ pyās hūṇ
tum mahāsāgar kī sīmā, maiṅ kināre kī lahar
tum mahāsaṅgīt ke svar, maiṅ adhūrī sājapar
tum ho kāyā maiṅ hūṇ chhāyā, tum kṣhmā maiṅ bhūl hūṇ
tum uṣhā kī lālimā ho, bhor kā siṅdūr ho
mere prāṇoṅ kī ho guṅjan, mere man kī mayūr ho
tum ho pūjā maiṅ pujārī, tum sudhā maiṅ pyās hūṇ