Tum gagan ke chandrmaa ho, main dharaa kee dhool hoon

तुम गगन के चंद्रमा हो, मैं धरा की धूल हूँ
Year
Language

तुम गगन के चंद्रमा हो, मैं धरा की धूल हूँ
तुम प्राणों के देवता हो, मैं समर्पित फूल हूँ
तुम हो पूजा मैं पुजारी, तुम सुधा मैं प्यास हूँ

तुम महासागर की सीमा, मैं किनारे की लहर
तुम महासंगीत के स्वर, मैं अधूरी साँस हूँ
तुम हो काया मैं हूँ छाया, तुम कसम मैं भूल हूँ

तुम उषा की लालिमा हो, भोर का सिंदूर हो
मेरे प्राणों का हो गुँजन, मेरे मन का मयूर हो
तुम हो पूजा मैं पुजारी, तुम सुधा मैं प्यास हूँ

tum gagan ke chaṅdrmā ho, maiṅ dharā kī dhūl hūṇ
tum prāṇoṅ ke devtā ho, maiṅ samarpit phūl hūṇ
tum ho pūjā maiṅ pujārī, tum sudhā maiṅ pyās hūṇ

tum mahāsāgar kī sīmā, maiṅ kināre kī lahar
tum mahāsaṅgīt ke svar, maiṅ adhūrī sāṇs hūṇ
tum ho kāyā maiṅ hūṇ chhāyā, tum kasam maiṅ bhūl hūṇ

tum uṣhā kī lālimā ho, bhor kā siṅdūr ho
mere prāṇoṅ kā ho guṇjan, mere man kā mayūr ho
tum ho pūjā maiṅ pujārī, tum sudhā maiṅ pyās hūṇ