तुम दिल की धड़कन में रहते हो
तुम दिल की धड़कन में रहते हो तुम रहते हो
तुम दिल की धड़कन में रहते हो रहते हो
मेरी इन साँसों से कहते हो कहते हो
बाहों में आ जाओ सपनों में खो जाओ
तुम दिल की …
दीवानों सा हाल हुआ हमको उनसे प्यार हुआ
दीवानों सा हाल हुआ हमको तो उनसे प्यार हुआ
धीरे से वो पास आए चुपके से इज़हार हुआ
अब न किसी से डरना है संग जीना मरना है
बाहों में आ जाओ …
दुनिया ने ठुकराया है बस तुमने अपनाया है
दिल को कितना चैन मिला सबने इतना सताया है
अपना है इक सपना इक तू ही हो अपना
आ हा हा आ हा हा सपनों में खो जाओ …
रहते हो रहते हो
हे क्या मैं ही कहता रहूँगा और तुम कुछ भी नहीं कहोगी
आ आ हा हा आ हा हा हा
रू रू रू रू ला ला ल ला अच्छा लगा हाँ
आ हा हा आ हा हाअ रहते हो रहते हो सच
आ हा हा आ हा हाअ कहते हो कहते हो
बाहों में आ जाओ सपनों में खो जाओ
तुम दिल की धड़कन में रहते हो बस तुम रहते हो
तुम दिल की धड़कन में रहते हो तुम रहते हो
मेरी इन साँसों से कहते हो कहते हो
बाहों में आ जाओ सपनों में खो जाओ
तुम दिल की …
देर न कर दुनिया से न डर सुन ले दुआ ओ बेखबर
रूठ के मुझसे जान-ए-जिगर कटता नहीं तेरे बिन ये सफ़र
नज़रें ढूँढें तुझको आ मिल जा तू मुझको
बाहों में आ जाओ …
कुछ ना कहो चुप ही रहो देखो धड़कन कहती है
लौट आया है मीत मेरा अँखियों से नदिया बहती है
कैसे गुज़रे ये दिन पूछो न तेरे बिन
बाहों में आ जाओ …
tum dil kī dhaṛkan meṅ rahte ho tum rahte ho
tum dil kī dhaṛkan meṅ rahte ho rahte ho
merī in sāṇsoṅ se kahte ho kahte ho
bāhoṅ meṅ ā jāo sapnoṅ meṅ kho jāo
tum dil kī …
dīvānoṅ sā hāl huā hamko unse pyār huā
dīvānoṅ sā hāl huā hamko to unse pyār huā
dhīre se vo pās āe chupke se izhār huā
ab na kisī se ḍarnā hai saṅg jīnā marnā hai
bāhoṅ meṅ ā jāo …
duniyā ne ṭhukrāyā hai bas tumne apnāyā hai
dil ko kitnā chain milā sabne itnā satāyā hai
apnā hai ik sapnā ik tū hī ho apnā
ā hā hā ā hā hā sapnoṅ meṅ kho jāo …
rahte ho rahte ho
he kyā maiṅ hī kahtā rahūṇgā aur tum kuchh bhī nahīṅ kahogī
ā ā hā hā ā hā hā hā
rū rū rū rū lā lā la lā achchhā lagā hāṇ
ā hā hā ā hā hāa rahte ho rahte ho sach
ā hā hā ā hā hāa kahte ho kahte ho
bāhoṅ meṅ ā jāo sapnoṅ meṅ kho jāo
tum dil kī dhaṛkan meṅ rahte ho bas tum rahte ho
tum dil kī dhaṛkan meṅ rahte ho tum rahte ho
merī in sāṇsoṅ se kahte ho kahte ho
bāhoṅ meṅ ā jāo sapnoṅ meṅ kho jāo
tum dil kī …
der na kar duniyā se na ḍar sun le duā o bekhabar
rūṭh ke mujhse jān-e-jigar kaṭtā nahīṅ tere bin ye safar
nazreṅ ḍhūṇḍheṅ tujhko ā mil jā tū mujhko
bāhoṅ meṅ ā jāo …
kuchh nā kaho chup hī raho dekho dhaṛkan kahtī hai
lauṭ āyā hai mīt merā aṇkhiyoṅ se nadiyā bahtī hai
kaise guzre ye din pūchho na tere bin
bāhoṅ meṅ ā jāo …