तुम चुरा लो दिल मेरा सनम सुनो बुरा क्या है
चुरा लो दिल चुरा लो दिल
तुम चुरा लो दिल मेरा सनम सुनो बुरा क्या है
दिल तुम्हारा हो चुका सनम सुनो बुरा क्या है
दिल देना था दिल दे चुके तुमपे मरना था हम मर चुके
और क्या करें बोलो ना
तुम चुरा लो …
पल पल तेरा अब इंतज़ार दिल भी रहे कुछ बेकरार
जीना मुश्किल हुआ है अजब प्यार का ये खुमार
याद तेरी आती रहे जान मेरी जाती रहे
ये मुझे क्या हो गया बिन तेरे कुछ ना अच्छा लगे
दिल देना था …
दिल की धड़कन बस तू ही तू मेरी चाहत बस तू ही तू
लो कसम की खाई कसम मेरी दुनिया बस तू ही तू
मुझको ना करो इतना प्यार कल का क्या पता मेरे यार
इस प्यार की जीत में हो न जाए कहीं अपनी हार
दिल देना था …
churā lo dil churā lo dil
tum churā lo dil merā sanam suno burā kyā hai
dil tumhārā ho chukā sanam suno burā kyā hai
dil denā thā dil de chuke tumpe marnā thā ham mar chuke
aur kyā kareṅ bolo nā
tum churā lo …
pal pal terā ab iṅtazār dil bhī rahe kuchh bekrār
jīnā muśhkil huā hai ajab pyār kā ye khumār
yād terī ātī rahe jān merī jātī rahe
ye mujhe kyā ho gayā bin tere kuchh nā achchhā lage
dil denā thā …
dil kī dhaṛkan bas tū hī tū merī chāhat bas tū hī tū
lo kasam kī khāī kasam merī duniyā bas tū hī tū
mujhko nā karo itnā pyār kal kā kyā patā mere yār
is pyār kī jīt meṅ ho na jāe kahīṅ apnī hār
dil denā thā …