Tum chalo hamaare saath balmaa ... aag lage bangle men

तुम चलो हमारे साथ बलमा ... आग लगे बंगले में
Year
Language

हो भोले पिया
तुम चलो हमारे साथ बलमा
डरियो ना
आग लगे बंगले में हो बलमा
आग लगे बंगले में
तुम चलो हमारे साथ बलमा
चलो हमारे साथ बलमा
डरियो ना
आग लगे बंगले में हो बलमा
आग लगे बंगले में

ये नैना और ये होंठ फूल हैं छुरी नहीं, छुरी नहीं, छुरी नहीं
दुनिया को हार के दिल की जीत कुछ बुरी नहीं, बुरी नहीं, बुरी नहीं
हो भोले पिया
तुम्हें मेरी क़सम
कोई करियो न ग़म

तुम चलो हमारे साथ बलमा
चलो हमारे साथ बलमा
डरियो ना ना
आग लगे बंगले में हो बलमा -2
आग लगे बंगले में

कर लो जी आँखें चार प्यार से डरो नहीं, डरो नहीं, डरो नहीं
जीने के दिन हैं सरकार आज तुम मरो नहीं, मरो नहीं, मरो नहीं
हो भोले पिया
तुम्हें मेरी क़सम
कोई करियो न ग़म

तुम चलो हमारे साथ बलमा
चलो हमारे साथ बलमा
डरियो ना ना
आग लगे बंगले में हो बलमा -2
आग लगे बंगले में

ये हैं मस्ताने दिन-रात लौट के आयेंगे ना, आयेंगे ना, आयेंगे ना
और लौट के आ भी गये तो हमको पायेंगे ना, पायेंगे ना, पायेंगे ना
हो भोले पिया
तुम्हें मेरी क़सम
कोई करियो न ग़म

तुम चलो हमारे साथ बलमा
चलो हमारे साथ बलमा
डरियो ना ना ना ना
आग लगे बंगले में हो बलमा -2
आग लगे बंगले में

ho bhole piyā
tum chalo hamāre sāth balmā
ḍariyo nā
āg lage baṅgle meṅ ho balmā
āg lage baṅgle meṅ
tum chalo hamāre sāth balmā
chalo hamāre sāth balmā
ḍariyo nā
āg lage baṅgle meṅ ho balmā
āg lage baṅgle meṅ

ye nainā aur ye hoṅṭh phūl haiṅ chhurī nahīṅ, chhurī nahīṅ, chhurī nahīṅ
duniyā ko hār ke dil kī jīt kuchh burī nahīṅ, burī nahīṅ, burī nahīṅ
ho bhole piyā
tumheṅ merī qasam
koī kariyo na ġham

tum chalo hamāre sāth balmā
chalo hamāre sāth balmā
ḍariyo nā nā
āg lage baṅgle meṅ ho balmā -2
āg lage baṅgle meṅ

kar lo jī āṇkheṅ chār pyār se ḍaro nahīṅ, ḍaro nahīṅ, ḍaro nahīṅ
jīne ke din haiṅ sarkār āj tum maro nahīṅ, maro nahīṅ, maro nahīṅ
ho bhole piyā
tumheṅ merī qasam
koī kariyo na ġham

tum chalo hamāre sāth balmā
chalo hamāre sāth balmā
ḍariyo nā nā
āg lage baṅgle meṅ ho balmā -2
āg lage baṅgle meṅ

ye haiṅ mastāne din-rāt lauṭ ke āyeṅge nā, āyeṅge nā, āyeṅge nā
aur lauṭ ke ā bhī gaye to hamko pāyeṅge nā, pāyeṅge nā, pāyeṅge nā
ho bhole piyā
tumheṅ merī qasam
koī kariyo na ġham

tum chalo hamāre sāth balmā
chalo hamāre sāth balmā
ḍariyo nā nā nā nā
āg lage baṅgle meṅ ho balmā -2
āg lage baṅgle meṅ