Tum bin sajan barse nayn

तुम बिन सजन बरसे नयन
Work
Year
Language

तुम बिन सजन बरसे नयन, जब जब बादल बरसे
मजबूर हम मजबूर तुम, दिल मिलने को तरसे

नागिन सी ये रात अंधेरी बैठी है दिल को घेर के
रूठे जो तुम, सब चल दिए मुख फेर के

ये दिल तेरे प्यार की खातिर जग से बेगाना हो गया
एक ख्वाब था सब लूट गया, सब खो गया

प्यासे प्यासे नैन हमारे रो रो के हारे साजना
आठों पहर बरसे गगन इस आँगना

tum bin sajan barse nayan, jab jab bādal barse
majbūr ham majbūr tum, dil milne ko tarse

nāgin sī ye rāt aṅdherī baiṭhī hai dil ko gher ke
rūṭhe jo tum, sab chal die mukh pher ke

ye dil tere pyār kī khātir jag se begānā ho gayā
ek khvāb thā sab lūṭ gayā, sab kho gayā

pyāse pyāse nain hamāre ro ro ke hāre sājnā
āṭhoṅ pahar barse gagan is āṇgnā