तुम बिन जिया जाए कैसे ... आ जाओ लौट कर तुम्
तुम बिन क्या है जीना क्या है जीना
तुम बिन क्या है जीना
तुम बिन जिया जाए कैसे
कैसे जिया जाए तुम बिन
सदियों से लंबी हैं रातें
सदियों से लंबे हुए दिन
आ जाओ लौट कर तुम ये दिल कह रहा है
फिर शाम-ए-तन्हाई जागी फिर याद तुम आ रहे हो
फिर जां निकलने लगी है फिर मुझको तड़पा रहे हो
इस दिल में यादों के मेले हैं तुम बिन बहुत हम अकेले हैं
आ जाओ लौट कर …
क्या क्या न सोचा था मैने क्या क्या न सपने सजाए
क्या क्या न चाहा था दिल ने क्या क्या न अरमां जगाए
इस दिल से तूफ़ां गुजरते हैं तुम बिन तो जीते न मरते हैं
आ जाओ लौट कर …
tum bin kyā hai jīnā kyā hai jīnā
tum bin kyā hai jīnā
tum bin jiyā jāe kaise
kaise jiyā jāe tum bin
sadiyoṅ se laṅbī haiṅ rāteṅ
sadiyoṅ se laṅbe hue din
ā jāo lauṭ kar tum ye dil kah rahā hai
phir śhām-e-tanhāī jāgī phir yād tum ā rahe ho
phir jāṅ nikalne lagī hai phir mujhko taṛpā rahe ho
is dil meṅ yādoṅ ke mele haiṅ tum bin bahut ham akele haiṅ
ā jāo lauṭ kar …
kyā kyā na sochā thā maine kyā kyā na sapne sajāe
kyā kyā na chāhā thā dil ne kyā kyā na armāṅ jagāe
is dil se tūfāṅ gujarte haiṅ tum bin to jīte na marte haiṅ
ā jāo lauṭ kar …