तुम अब भी बेऔतिफ़ुल हो ... हप्प्य दय्स अरे हेरे अगैन्
Wow. तुम अब भी beautiful हो तुम अब भी loveable हो
दुनिया की हसीनों में अब भी हो तुम one to ten.
happy days are here again. happy days are here again.
तुम अब भी …
happy days are here again. o yeah, yeah, here again.
कह रहा दिल मेरा उंगलियां चूम लूं
आ यहां जान-ए-जां होंठों की लाली चुराने तो दे
हां देखते ही तुझे क्या नशा छा गया
क्या मुझे हो गया मस्ती सी छाने लगी है सनम
तुम अब भी love symbol हो Oh yeah.
तुम अब भी loveable हो आहो
दुनिया की हसीनों …
आग से भी गरम शबनमी ये बदन
जो तुझे touch किया शोला सा दिल में भड़कने लगा
आकर बुझा ये जलन कह रहीं गरमियां
फ़ासले किसलिए सीने से आ के लगा ले मुझे
तुम अब भी sweet simple हो
तुम अब भी loveable हो
दुनिया की हसीनों …
बिजलियां गिर पड़ें देख लो तुम जिधर
क्या नज़र क्या कमर बाहों में जानम तू आजा आ जा
हो आपने जो कहा आपका शुक्रिया
आपके प्यार का ये तो असर है मेरी जान-ए-जां
तुम अब भी sholh gazal हो
तुम अब भी loveable हो
दुनिया की हसीनों …
Wow. tum ab bhī beautiful ho tum ab bhī loveable ho
duniyā kī hasīnoṅ meṅ ab bhī ho tum one to ten.
happy days are here again. happy days are here again.
tum ab bhī …
happy days are here again. o yeah, yeah, here again.
kah rahā dil merā uṅgliyāṅ chūm lūṅ
ā yahāṅ jān-e-jāṅ hoṅṭhoṅ kī lālī churāne to de
hāṅ dekhte hī tujhe kyā naśhā chhā gayā
kyā mujhe ho gayā mastī sī chhāne lagī hai sanam
tum ab bhī love symbol ho Oh yeah.
tum ab bhī loveable ho āho
duniyā kī hasīnoṅ …
āg se bhī garam śhabanmī ye badan
jo tujhe touch kiyā śholā sā dil meṅ bhaṛakne lagā
ākar bujhā ye jalan kah rahīṅ garmiyāṅ
fāsle kislie sīne se ā ke lagā le mujhe
tum ab bhī sweet simple ho
tum ab bhī loveable ho
duniyā kī hasīnoṅ …
bijliyāṅ gir paṛeṅ dekh lo tum jidhar
kyā nazar kyā kamar bāhoṅ meṅ jānam tū ājā ā jā
ho āpne jo kahā āpkā śhukriyā
āpke pyār kā ye to asar hai merī jān-e-jāṅ
tum ab bhī sholh gazal ho
tum ab bhī loveable ho
duniyā kī hasīnoṅ …