Tukare hain mere dil ke, ai yaar tere aansoo

तुकड़े हैं मेरे दिल के, ऐ यार तेरे आँसू
Work
Year
Language

(टुकड़े हैं मेरे दिल के, ए यार तेरे आँसू
देखे नहीं जाते हैं, दिलदार तेरे आँसू ) - 2

कतरे नहीं छलके ये, आँखों के पियालों से
मोती हैं मुहोब्बत के, इन फूल से गालों पे, इन फूल
बहने नहीं दूंगा बेकार तेरे आँसू
देखे नहीं जाते

अश्कों से भरा देखूँ कैसे तेरी आँखों को
ऐ जान ये सुलगता ग़म, दे दे मेरी आँखों को, दे दे मेरी
पलकों पे उठा लूंगा, सौ बार तेरे आँसू
देखे नहीं जाते

(ṭukaṛe haiṅ mere dil ke, e yār tere āṇsū
dekhe nahīṅ jāte haiṅ, dildār tere āṇsū ) - 2

katre nahīṅ chhalke ye, āṇkhoṅ ke piyāloṅ se
motī haiṅ muhobbat ke, in phūl se gāloṅ pe, in phūl
bahne nahīṅ dūṅgā bekār tere āṇsū
dekhe nahīṅ jāte

aśhkoṅ se bharā dekhūṇ kaise terī āṇkhoṅ ko
ai jān ye sulagtā ġham, de de merī āṇkhoṅ ko, de de merī
palkoṅ pe uṭhā lūṅgā, sau bār tere āṇsū
dekhe nahīṅ jāte