तुझमें इश्वर ... बच्चे में है भगवान्
तुझमें इश्वर अल्लाह तुझमें तुझमें जीसस पाया
बच्चे में है भगवान
बच्चे में है रहमान
बच्चा जीसस की शान
गीता इसमें बाईबल इसमें इसमें है क़ुरान
बोलो बच्चा है महान जग में बोलो बच्चा है महान
मन्दिर मस्ज़िद और गिरजे में जिसका नूर समाया
एक नन्हीं सी जान छुपा के वो अपने घर आया
पापी मन को पावन करती इसकी हर मुस्कान
ज्ञानी जग में फूट कराएँ बच्चा मेल कराए
हम जैसे भूले-भटकों को सीधी राह दिखाए
दीन-धर्म और जात-पात का बच्चा भेद न जाने
अपने को सबका समझे सबको अपना माने
इश्वर को पाना चाहे तो बच्चे को पहचान्
tujhmeṅ iśhvar allāh tujhmeṅ tujhmeṅ jīsas pāyā
bachche meṅ hai bhagvān
bachche meṅ hai rahmān
bachchā jīsas kī śhān
gītā ismeṅ bāībal ismeṅ ismeṅ hai qurān
bolo bachchā hai mahān jag meṅ bolo bachchā hai mahān
mandir maszid aur girje meṅ jiskā nūr samāyā
ek nanhīṅ sī jān chhupā ke vo apne ghar āyā
pāpī man ko pāvan kartī iskī har muskān
jñānī jag meṅ phūṭ karāeṇ bachchā mel karāe
ham jaise bhūle-bhaṭkoṅ ko sīdhī rāh dikhāe
dīn-dharm aur jāt-pāt kā bachchā bhed na jāne
apne ko sabkā samjhe sabko apnā māne
iśhvar ko pānā chāhe to bachche ko pahchān