तुझे याद ना मेरी आई किसी से अब क्या कहना
रब्बा मेरे इश्क़ किसी को ऐसा ना तड़पाए
दिल की बात रहे इस दिल में होंठों तक ना आए
तुझे याद ना मेरी आई किसी से अब क्या कहना
दिल रोया कि अंख भर आई किसी से अब क्या कहना
तुझे हर खुशी दे दी लबों पे हँसी दे दी
ज़ुल्फ़ों की घटा लहराई पैगाम वफ़ा का लाई
तूने अच्छी प्रीत निभाई
किसी से अब क्या कहना …
वो चाँद मेरे घर आंगन अब तो आएगा
तेरे सूने इस आँचल को वो भर जाएगा
तेरी करदी गोद भराई
किसी से अब क्या कहना …
खता हो गई मुझसे कहा कुछ नहीं तुमसे
इक़रार जो तुम कर पाते तो दूर कभी ना जाते
कोई समझे ना पीर पराई
किसी से अब क्या कहना …
rabbā mere iśhq kisī ko aisā nā taṛpāe
dil kī bāt rahe is dil meṅ hoṅṭhoṅ tak nā āe
tujhe yād nā merī āī kisī se ab kyā kahnā
dil royā ki aṅkh bhar āī kisī se ab kyā kahnā
tujhe har khuśhī de dī laboṅ pe hṇsī de dī
zulfoṅ kī ghaṭā lahrāī paigām vafā kā lāī
tūne achchhī prīt nibhāī
kisī se ab kyā kahnā …
vo chāṇd mere ghar āṅgan ab to āegā
tere sūne is āṇchal ko vo bhar jāegā
terī kardī god bharāī
kisī se ab kyā kahnā …
khatā ho gaī mujhse kahā kuchh nahīṅ tumse
iqrār jo tum kar pāte to dūr kabhī nā jāte
koī samjhe nā pīr parāī
kisī se ab kyā kahnā …