Tujhe sooraj kahoon yaa chandaa, tujhe deep kahoon yaa taaraa

तुझे सूरज कहूँ या चंदा, तुझे दीप कहूँ या तारा
Year
Language

तुझे सूरज कहूँ या चंदा, तुझे दीप कहूँ या तारा
मेरा नाम करेगा रोशन जग में मेरा राज दुलारा

मैं कब से तरस रहा था, मेरे आँगन में कोई खेले
नन्ही सी हँसी के बदले, मेरी सारी दुनिया ले ले
तेरे संग झूल रहा है मेरी बाहों में जग सारा

आज उंगली थाम के तेरी, तुझे मैं चलना सिखलाऊँ
कल हाथ पकड़ना मेरा जब मैं बूढ़ा हो जाऊँ
तू मिला तो मैने पाया, जीने का नया सहारा

मेरे बाद भी इस दुनिया में, ज़िंदा मेरा नाम रहेगा
जो भी तुझ को देखेगा, तुझे मेरा लाल कहेगा
तेरे रूप में मिल जाएगा, मुझ को जीवन दोबारा

tujhe sūraj kahūṇ yā chaṅdā, tujhe dīp kahūṇ yā tārā
merā nām karegā rośhan jag meṅ merā rāj dulārā

maiṅ kab se taras rahā thā, mere āṇgan meṅ koī khele
nanhī sī hṇsī ke badle, merī sārī duniyā le le
tere saṅg jhūl rahā hai merī bāhoṅ meṅ jag sārā

āj uṅglī thām ke terī, tujhe maiṅ chalnā sikhlāūṇ
kal hāth pakaṛnā merā jab maiṅ būṛhā ho jāūṇ
tū milā to maine pāyā, jīne kā nayā sahārā

mere bād bhī is duniyā meṅ, ziṅdā merā nām rahegā
jo bhī tujh ko dekhegā, tujhe merā lāl kahegā
tere rūp meṅ mil jāegā, mujh ko jīvan dobārā