तुझे प्यार करते करते यूं ही उम्र बीत जाए
तुझे प्यार करते करते यूं ही उम्र बीत जाए
करूं जो मैं बेवफ़ाई मुझे मौत भी न आए
तुझे प्यार करते करते …
जो ऐतबार हो तो तुमसे यही कहेंगे
तेरे दिल में घर बना कर तेरी बाहों में रहेंगे
तुम्हें इस कदर मैं चाहूं जितना कोई न चाहे
तुझे प्यार करते करते …
तुमसे शुरू हुई है मेरे प्यार की कहानी
तुम पर निसार कर दूं मैं अपनी ज़िंदगानी
मेरा हमसफ़र बनेंगे तेरी चाहतों के साए
तुझे प्यार करते करते …
tujhe pyār karte karte yūṅ hī umr bīt jāe
karūṅ jo maiṅ bevafāī mujhe maut bhī na āe
tujhe pyār karte karte …
jo aitbār ho to tumse yahī kaheṅge
tere dil meṅ ghar banā kar terī bāhoṅ meṅ raheṅge
tumheṅ is kadar maiṅ chāhūṅ jitnā koī na chāhe
tujhe pyār karte karte …
tumse śhurū huī hai mere pyār kī kahānī
tum par nisār kar dūṅ maiṅ apnī ziṅdgānī
merā hamasafar baneṅge terī chāhtoṅ ke sāe
tujhe pyār karte karte …