तुझे प्यार करते हैं करते रहेंगे
र: तुझे प्यार करते हैं करते रहेंगे
कि दिल बनके दिल में धड़कते रहेंगे
सु: तेरा नाम ले-ले के जीते रहेंगे -2
तेरा नाम ले-ले के मरते रहेंगे -2
र: तुझे प्यार करते …
( तुझे भूल जाऊँ ये मुमकिन नहीं है
कहीं भी रहूँ मेरा दिल तो यहीं है ) -2
गुज़रने को ये दिन गुज़रते रहेंगे
कि दिल बनके दिल …
सु: ( हसीं फूल की ज़िन्दगानी भी क्या है
अभी हँस रहा था अभी रो रहा है ) -2
जो गुज़रे ख़ुशी में वही ज़िन्दगी है
नहीं तो ये दुनिया बड़ी बेसुरी है
तेरी धुन में बनते सँवरते रहेंगे
तेरा नाम ले-ले के जीते …
र: तुझे प्यार करते …
( अगर मर गया रूह आया करेगी
तुझे देख कर गीत गाया करेगी ) -2
मुझे देख कर तुम न आँसू बहाना
बस इतनी गुजारिश है तुम मुस्कराना
तेरे प्यार में रंग भरते रहेंगे
कि दिल बनके दिल …
ra: tujhe pyār karte haiṅ karte raheṅge
ki dil banke dil meṅ dhaṛakte raheṅge
su: terā nām le-le ke jīte raheṅge -2
terā nām le-le ke marte raheṅge -2
ra: tujhe pyār karte …
( tujhe bhūl jāūṇ ye mumkin nahīṅ hai
kahīṅ bhī rahūṇ merā dil to yahīṅ hai ) -2
guzarne ko ye din guzarte raheṅge
ki dil banke dil …
su: ( hasīṅ phūl kī zindgānī bhī kyā hai
abhī hṇs rahā thā abhī ro rahā hai ) -2
jo guzre khuśhī meṅ vahī zindgī hai
nahīṅ to ye duniyā baṛī besurī hai
terī dhun meṅ bante sṇvarte raheṅge
terā nām le-le ke jīte …
ra: tujhe pyār karte …
( agar mar gayā rūh āyā karegī
tujhe dekh kar gīt gāyā karegī ) -2
mujhe dekh kar tum na āṇsū bahānā
bas itnī gujāriśh hai tum muskrānā
tere pyār meṅ raṅg bharte raheṅge
ki dil banke dil …