Tujhe dhoondhtaa thaa main chaar soo

तुझे ढूँढता था मैं चार सू
Work
Language

तुझे ढूँढता था मैं चार सू
तेरी शान जल्ल-ए-जलालहू

तू मिला क़रीब-ए-रग-ए-गुलू
तेरी शान जल्ल-ए-जलालहू
तुझे ढूँढता था मैं चार सू

तेरी याद में है कली कली
है चमन-चमन हू-अल-आलि
तू बसा है फूल में हूबहू
तेरी शान जल्ल-ए-जलालहू
तुझे ढूँढता था मैं चार सू

तेरे हुक़्म से जब हवा चली
तो चटक के बोली कली कली
है करीम तू, है रहीम तू
तेरी शान जल्ल-ए-जलालहू
तुझे ढूँढता था मैं चार सू

तेरा जलवा दोनों जहाँ में है
तेरा नूर कौन-ओ-मकाँ में है
यहाँ तू ही तू, वहाँ तू ही तू
तेरी शान जल्ल-ए-जलालहू
तुझे ढूँढता था मैं चार सू

tujhe ḍhūṇḍhtā thā maiṅ chār sū
terī śhān jall-e-jalālhū

tū milā qarīb-e-rag-e-gulū
terī śhān jall-e-jalālhū
tujhe ḍhūṇḍhtā thā maiṅ chār sū

terī yād meṅ hai kalī kalī
hai chaman-chaman hū-al-āli
tū basā hai phūl meṅ hūbhū
terī śhān jall-e-jalālhū
tujhe ḍhūṇḍhtā thā maiṅ chār sū

tere huqm se jab havā chalī
to chaṭak ke bolī kalī kalī
hai karīm tū, hai rahīm tū
terī śhān jall-e-jalālhū
tujhe ḍhūṇḍhtā thā maiṅ chār sū

terā jalvā donoṅ jahāṇ meṅ hai
terā nūr kaun-o-makāṇ meṅ hai
yahāṇ tū hī tū, vahāṇ tū hī tū
terī śhān jall-e-jalālhū
tujhe ḍhūṇḍhtā thā maiṅ chār sū