Tujhe dhoondhoon main dhoondhoon kaise meree jaan

तुझे ढूंढूं मैं ढूंढूं कैसे मेरी जां
Work
Year
Language

तुझे ढूंढूं मैं ढूंढूं मैं ढूंढूं कैसे मेरी जां
तेरे बिना मैं जियूं मैं जियूं कैसे मेरी जां
ये दिल ये जां तेरे लिए है आजा
अब आजा आजा आ भी जा
तुझे ढूंढूं …

मेरे होते तू किसी को चाहे ये मुमकिन नहीं
छीन लूंगा सबसे तुझको वो गगन हो या ज़मीं
बात मेरी मान ले वरना तू पछताएगी
मैं हूँ शोला मुझसे गर टकराएगी
जल जाएगी टकराएगी जल जाएगी
ढूंढती है नज़र तू है जाने किधर
दिल परेशान है हर साँस है अजनबी
ये दिल ये जां …

ढूंढती है तू जिसे जिसके लिए बेताब है
वो छलावा है नज़र का बेहकीकत ख्वाब है
ख्वाब का पीछा न कर तू ये सफ़र दुश्वार है
जो नहीं है उसकी चाहत सुन ले तू बेकार है
रात कटती नहीं दिन निकलता नहीं
कोई मंज़र कहीं अब बदलता नहीं
ये दिल ये जां …

tujhe ḍhūṅḍhūṅ maiṅ ḍhūṅḍhūṅ maiṅ ḍhūṅḍhūṅ kaise merī jāṅ
tere binā maiṅ jiyūṅ maiṅ jiyūṅ kaise merī jāṅ
ye dil ye jāṅ tere lie hai ājā
ab ājā ājā ā bhī jā
tujhe ḍhūṅḍhūṅ …

mere hote tū kisī ko chāhe ye mumkin nahīṅ
chhīn lūṅgā sabse tujhko vo gagan ho yā zamīṅ
bāt merī mān le varnā tū pachhtāegī
maiṅ hūṇ śholā mujhse gar ṭakrāegī
jal jāegī ṭakrāegī jal jāegī
ḍhūṅḍhtī hai nazar tū hai jāne kidhar
dil pareśhān hai har sāṇs hai ajanbī
ye dil ye jāṅ …

ḍhūṅḍhtī hai tū jise jiske lie betāb hai
vo chhalāvā hai nazar kā behkīkat khvāb hai
khvāb kā pīchhā na kar tū ye safar duśhvār hai
jo nahīṅ hai uskī chāhat sun le tū bekār hai
rāt kaṭtī nahīṅ din nikaltā nahīṅ
koī maṅzar kahīṅ ab badaltā nahīṅ
ye dil ye jāṅ …