तुझे देखके जान-ए-जानां ... मुझे तो प्यार हो गया
तुझे देखके जान-ए-जानां
ये दिल मेरा खो गया
दिल हो गया है दीवाना
मुझे तो प्यार हाय मुझे तो प्यार हो गया
तुझे देखके जान-ए-जानां …
मुझे तो प्यार मुझे तो प्यार हो गया
अपना बनाऊं तुझे सीने से लगाऊं मैं
अगे आगे जाएगी तू पीछे पीछे आऊं मैं
चोरी चोरी प्यार किया कैसे ये छुपाऊं मैं
नज़रें मिलाऊं कभी नज़रें चुराऊं मैं
तुझे आ गया दिल का लगाना
तुझे तो प्यार हाय तुझे तो प्यार हो गया
तुझे देखके जान-ए-जानां …
जबसे मिली हैं मुझे प्यार भरी राहें तेरी
बार बार चूमती हैं तुझको अदाएं मेरी
प्यारी प्यारी लगती हैं मुझको अदाएं तेरी
तुझको बुलाती हैं ये खुली खुली बाहें मेरी
हो तू कल तक था अंजाना
तू मेरा यार हां तू मेरा यार हो गया
ओ तुझे देखके जान-ए-जानां …
tujhe dekhke jān-e-jānāṅ
ye dil merā kho gayā
dil ho gayā hai dīvānā
mujhe to pyār hāy mujhe to pyār ho gayā
tujhe dekhke jān-e-jānāṅ …
mujhe to pyār mujhe to pyār ho gayā
apnā banāūṅ tujhe sīne se lagāūṅ maiṅ
age āge jāegī tū pīchhe pīchhe āūṅ maiṅ
chorī chorī pyār kiyā kaise ye chhupāūṅ maiṅ
nazreṅ milāūṅ kabhī nazreṅ churāūṅ maiṅ
tujhe ā gayā dil kā lagānā
tujhe to pyār hāy tujhe to pyār ho gayā
tujhe dekhke jān-e-jānāṅ …
jabse milī haiṅ mujhe pyār bharī rāheṅ terī
bār bār chūmtī haiṅ tujhko adāeṅ merī
pyārī pyārī lagtī haiṅ mujhko adāeṅ terī
tujhko bulātī haiṅ ye khulī khulī bāheṅ merī
ho tū kal tak thā aṅjānā
tū merā yār hāṅ tū merā yār ho gayā
o tujhe dekhke jān-e-jānāṅ …