तुझे देखा तुझे चाहा तुझे पूजा मैने
र: तुझे देखा तुझे चाहा तुझे पूजा मैने
बस इतनी ख़ता है मेरी और ख़ता क्या
ल: तुझे देखा …
र: अनगिनत सालों से मेरी तुझसे इक पहचान है
अब गले मिल जाओ आकर इतना ही अरमान है
तुझे देखा …
ल: शीशा-ए-दिल में छुपा है ओ सितमगर तेरा प्यार
जब ज़रा गर्दन झुकाई देख ली तस्वीर-ए-यार
तुझे देखा …
र: तेरे आँचल से लिपट कर रूह ये नग़्मा गाएगी
जान भी निकलेगी जिस दम ये ही कहती जाएगी
तुझे देखा …
ra: tujhe dekhā tujhe chāhā tujhe pūjā maine
bas itnī khatā hai merī aur khatā kyā
la: tujhe dekhā …
ra: anginat sāloṅ se merī tujhse ik pahchān hai
ab gale mil jāo ākar itnā hī armān hai
tujhe dekhā …
la: śhīśhā-e-dil meṅ chhupā hai o sitamgar terā pyār
jab zarā gardan jhukāī dekh lī tasvīr-e-yār
tujhe dekhā …
ra: tere āṇchal se lipaṭ kar rūh ye naġhmā gāegī
jān bhī niklegī jis dam ye hī kahtī jāegī
tujhe dekhā …