Tujhe dekh kar jag vaale par yakeen naheen k‌yon kar hogaa

तुझे देख कर जग वाले पर यकीन नहीं क्‌यों कर होगा
Year
Language

तुझे देख कर जग वाले पर यकीन नहीं क्‌यूं कर होगा
जिसकी रचना इतनी सुन्दर वो कितना सुन्दर होगा
वो कितना सुन्दर होगा

तुझे देखने को मैं क्‌या हर दर्पण तरसा करता है
ज्यों तुलसी के बिरवा को हर आंगन तरसा करता है
हर आंगन तरसा करता है
अपना रूप दिखाने को … हो हो ओ हो
अपना रूप दिखाने को तेरे रूप में खुद ईशवर होगा
जिसकी रचना …

रूप रंग रस का संगम आधार तू प्रेम कहानी का
मेरे प्यासे मन में यूं उतरी ज्यों रेत में झरना पानी का
ज्यों रेत में झरना पानी
रोम रोम तेरा रस की गंगा … हो हो ओ हो
रोम रोम तेरा रस की गंगा रूप का वो सागर होगा
जिसकी रचना …

tujhe dekh kar jag vāle par yakīn nahīṅ k‌yūṅ kar hogā
jiskī rachnā itnī sundar vo kitnā sundar hogā
vo kitnā sundar hogā

tujhe dekhne ko maiṅ k‌yā har darpaṇ tarsā kartā hai
jyoṅ tulsī ke birvā ko har āṅgan tarsā kartā hai
har āṅgan tarsā kartā hai
apnā rūp dikhāne ko … ho ho o ho
apnā rūp dikhāne ko tere rūp meṅ khud īśhvar hogā
jiskī rachnā …

rūp raṅg ras kā saṅgam ādhār tū prem kahānī kā
mere pyāse man meṅ yūṅ utrī jyoṅ ret meṅ jharnā pānī kā
jyoṅ ret meṅ jharnā pānī
rom rom terā ras kī gaṅgā … ho ho o ho
rom rom terā ras kī gaṅgā rūp kā vo sāgar hogā
jiskī rachnā …