तुझे चाँद कहूँ या फूल कहूँ
मु: तुझे चाँद कहूँ या फूल कहूँ
मेरे प्यार का कोई नाम नहीं हाय नाम नहीं
ल: मैं तेरी नज़र में बस जाऊँ
दुनिया से मुझे कोई काम नहीं हाय काम नहीं
मु: ज़ुल्फ़ों की चमक ये कहती है
तू कोई सुनहरी नागिन है
ल: हर साँस में शोला तड़पे है
हर गीत में दिल की धड़कन है
मु: आँखों में नशा सा छाया है
और हाथ में मेरे जाम नहीं हाय जाम नहीं
ल: मैं तेरी नज़र …
दो-चार घड़ी का मिलना ये
अब सारी उमर का बन्धन है
मु: तुम नाम वफ़ा का लेते हो
दुनिया तो वफ़ा की दुश्मन है
ल: दो प्यार भरे दिलवालों को
दुनिया में कहीं आराम नहीं
मु: तुझे चाँद कहूँ …
ल: मैं तेरी नज़र …
mu: tujhe chāṇd kahūṇ yā phūl kahūṇ
mere pyār kā koī nām nahīṅ hāy nām nahīṅ
la: maiṅ terī nazar meṅ bas jāūṇ
duniyā se mujhe koī kām nahīṅ hāy kām nahīṅ
mu: zulfoṅ kī chamak ye kahtī hai
tū koī sunahrī nāgin hai
la: har sāṇs meṅ śholā taṛpe hai
har gīt meṅ dil kī dhaṛkan hai
mu: āṇkhoṅ meṅ naśhā sā chhāyā hai
aur hāth meṅ mere jām nahīṅ hāy jām nahīṅ
la: maiṅ terī nazar …
do-chār ghaṛī kā milnā ye
ab sārī umar kā bandhan hai
mu: tum nām vafā kā lete ho
duniyā to vafā kī duśhman hai
la: do pyār bhare dilvāloṅ ko
duniyā meṅ kahīṅ ārām nahīṅ
mu: tujhe chāṇd kahūṇ …
la: maiṅ terī nazar …