Tujhe chaand chaahiye to chaand doongaa

तुझे चाँद चाहिये तो चाँद दूँगा
Work
Year
Language

वि: तुझे चाँद चाहिये तो चाँद दूँगा
जान चाहिये तो जाँ भी दूँगा
प्यार चाहिये तो प्यार दूँगा मैं

दिल का क़रार तुझको मैं ही दूँगा
तेरे पास-पास मैं रहूँगा
प्यार चाहिये तो प्यार दूँगा मैं

तेरी धड़कनों में राहों में
तेरी ठण्डी-ठण्डी आहों में
तेरी बहकी-बहकी साँसों में
मैं रहूँगा
तुझे चाँद चाहिये … प्यार दूँगा मैं

आ आ आ

एक प्यास है एहसास है सवाल है जवाब की तलाश है
अब के लिये अब जीने दो
मुझे ज़िन्दगी को पीने दो
मौत से मिल कर ये दिल अब ( चीखता है जीने को ) -2
चाहें रहूँ ना बाँहों में तेरे सपनों में ख़्वाबों में
तेरे दिल के कुछ ख़यालों में
मैं रहूँगा
तुझे चाँद चाहिये … प्यार दूँगा मैं

हा ऐ आ आ

सु: क़ाफ़िला है इस जहाँ से
दर्द आया ये कहाँ से
खुल भी जाओ पास आया आओ ना
कह सके ना आज-तक जो
मुझसे तुम वो बात कह दो
ना छुपाओ मान जाओ ना
मुझको दिल का हाल तुम सुनाओ ना
तेरे तन में जलती रातों में
तेरे मन में जलती बातों में
तेरे प्यार की सौग़ातों में
मैं रहूँगी
( तुझे साथ चाहिये ) -2 मैं साथ दूँगी

वि: तुझे चाँद चाहिये … प्यार दूँगा मैं
दिल का क़रार तुझको … प्यार दूँगा मैं -2
तेरी धड़कनों में … मैं रहूँगा
तुझे चाँद चाहिये … प्यार दूँगा मैं

( आ
तुझे चाँद चाहिये तो चाँद दूँगा ) -3

vi: tujhe chāṇd chāhiye to chāṇd dūṇgā
jān chāhiye to jāṇ bhī dūṇgā
pyār chāhiye to pyār dūṇgā maiṅ

dil kā qarār tujhko maiṅ hī dūṇgā
tere pās-pās maiṅ rahūṇgā
pyār chāhiye to pyār dūṇgā maiṅ

terī dhaṛaknoṅ meṅ rāhoṅ meṅ
terī ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī āhoṅ meṅ
terī bahkī-bahkī sāṇsoṅ meṅ
maiṅ rahūṇgā
tujhe chāṇd chāhiye … pyār dūṇgā maiṅ

ā ā ā

ek pyās hai ehsās hai savāl hai javāb kī talāśh hai
ab ke liye ab jīne do
mujhe zindgī ko pīne do
maut se mil kar ye dil ab ( chīkhtā hai jīne ko ) -2
chāheṅ rahūṇ nā bāṇhoṅ meṅ tere sapnoṅ meṅ khvāboṅ meṅ
tere dil ke kuchh khayāloṅ meṅ
maiṅ rahūṇgā
tujhe chāṇd chāhiye … pyār dūṇgā maiṅ

hā ai ā ā

su: qāfilā hai is jahāṇ se
dard āyā ye kahāṇ se
khul bhī jāo pās āyā āo nā
kah sake nā āj-tak jo
mujhse tum vo bāt kah do
nā chhupāo mān jāo nā
mujhko dil kā hāl tum sunāo nā
tere tan meṅ jaltī rātoṅ meṅ
tere man meṅ jaltī bātoṅ meṅ
tere pyār kī sauġhātoṅ meṅ
maiṅ rahūṇgī
( tujhe sāth chāhiye ) -2 maiṅ sāth dūṇgī

vi: tujhe chāṇd chāhiye … pyār dūṇgā maiṅ
dil kā qarār tujhko … pyār dūṇgā maiṅ -2
terī dhaṛaknoṅ meṅ … maiṅ rahūṇgā
tujhe chāṇd chāhiye … pyār dūṇgā maiṅ

( ā
tujhe chāṇd chāhiye to chāṇd dūṇgā ) -3