तुझे बुलायें ये मेरी बाहें
तुझे बुलयें ये मेरी बाहें
के तेरी गंगा यहीं मिलेगी
मैं तेरा जीवन मैं तेरी क़िसमत
के तुझ को मुक्ति यहीं मिलेगी
वादे पे तेरे भरोसा है
मैं जानती हूँ तू मेरा है
जब तक न आयेगा दिल मेरा गायेगा
आजा रे आजा रे अब आ भी जा
तू आ भी जा ओ ओ ओ ओ आ भी जा
पहाड़ियों की बुलन्दियों से
कभी चनारों के दर्मियाँ से
कभी नज़र से कभी ज़ुबाँ से
तुझे पुकारा कहाँ कहाँ से
तू जिस की खोज में आया है
वो जिस ने तुझ को बुलाया है
परबत के पीछे है झरने के नीचे है
आजा रे आजा रे अब आ भी जा
तू आ भी जा ओ ओ ओ ओ आ भी जा
कोहरी सी चादर लपेटे हूँ
पानी में खुद को समेटे हूँ
बाहों के घेरे में मन के बसेरे में
आजा रे आजा रे अब आ भी जा
तू आ भी जा ओ ओ ओ ओ आ भी जा
tujhe bulyeṅ ye merī bāheṅ
ke terī gaṅgā yahīṅ milegī
maiṅ terā jīvan maiṅ terī qismat
ke tujh ko mukti yahīṅ milegī
vāde pe tere bharosā hai
maiṅ jāntī hūṇ tū merā hai
jab tak na āyegā dil merā gāyegā
ājā re ājā re ab ā bhī jā
tū ā bhī jā o o o o ā bhī jā
pahāṛiyoṅ kī bulandiyoṅ se
kabhī chanāroṅ ke darmiyāṇ se
kabhī nazar se kabhī zubāṇ se
tujhe pukārā kahāṇ kahāṇ se
tū jis kī khoj meṅ āyā hai
vo jis ne tujh ko bulāyā hai
parbat ke pīchhe hai jharne ke nīche hai
ājā re ājā re ab ā bhī jā
tū ā bhī jā o o o o ā bhī jā
kohrī sī chādar lapeṭe hūṇ
pānī meṅ khud ko sameṭe hūṇ
bāhoṅ ke ghere meṅ man ke basere meṅ
ājā re ājā re ab ā bhī jā
tū ā bhī jā o o o o ā bhī jā