Tujh se naaraaj naheen jindgee, hairaan hoon main

तुझ से नाराज नहीं जिंदगी, हैरान हूँ मैं
Work
Year
Language

तुझ से नाराज़ नहीं जिंदगी, हैरान हूँ मैं
तेरे मासूम सवालों से परेशान हूँ मैं

जीने के लिए सोचा ही नहीं, दर्द संभालने होंगे
मुस्कुराए तो, मुस्कुराने के कर्ज़ उतारने होंगे
मुस्कुराऊँ कभी तो लगता है, जैसे होठों पे, कर्ज़ रखा है

जिंदगी तेरे गम ने हमें रिश्ते नये समज़ाए
मिले जो हमें, धूप में मिले छाँव के ठन्डे साए

आज अगर भर आई हैं, बूंदे बरस जाएगी
कल क्या पता इन के लिए, आँखे तरस जाएगी
जाने कब गुम हुआ, कहा खोया, एक आँसू, छुपा के रखा था

tujh se nārāz nahīṅ jiṅdgī, hairān hūṇ maiṅ
tere māsūm savāloṅ se pareśhān hūṇ maiṅ

jīne ke lie sochā hī nahīṅ, dard saṅbhālne hoṅge
muskurāe to, muskurāne ke karz utārne hoṅge
muskurāūṇ kabhī to lagtā hai, jaise hoṭhoṅ pe, karz rakhā hai

jiṅdgī tere gam ne hameṅ riśhte naye samazāe
mile jo hameṅ, dhūp meṅ mile chhāṇv ke ṭhanḍe sāe

āj agar bhar āī haiṅ, būṅde baras jāegī
kal kyā patā in ke lie, āṇkhe taras jāegī
jāne kab gum huā, kahā khoyā, ek āṇsū, chhupā ke rakhā thā