Tujh se naaraaj nahee jindgee, hairaan hoon main

तुझ से नाराज नही जिंदगी, हैरान हूँ मैं
Work
Year
Language

तुझ से नाराज नहीं जिन्दगी, हैरान हूँ मैं
तेरे मासूम सवालों से परेशान हूँ मैं

जीने के लिए सोचा ही नहीं, दर्द संभालने होंगे
मुस्कुराये तो, मुस्कुराने के कर्ज उतारने होंगे
मुस्कुराऊ कभी तो लगता है, जैसे होठों पे कर्ज रखा है

आज अगर भर आयी है, बूंदे बरस जायेगी
कल क्या पता इन के लिए, आँखे तरस जायेगी
जाने कब गुम हुआ, कहा खोया, एक आँसू छूपा के रखा था

tujh se nārāj nahīṅ jindgī, hairān hūṇ maiṅ
tere māsūm savāloṅ se pareśhān hūṇ maiṅ

jīne ke lie sochā hī nahīṅ, dard saṅbhālne hoṅge
muskurāye to, muskurāne ke karj utārne hoṅge
muskurāū kabhī to lagtā hai, jaise hoṭhoṅ pe karj rakhā hai

āj agar bhar āyī hai, būṅde baras jāyegī
kal kyā patā in ke lie, āṇkhe taras jāyegī
jāne kab gum huā, kahā khoyā, ek āṇsū chhūpā ke rakhā thā