Tujh bin jee naa paaenge ham to sanam mar jaaenge

तुझ बिन जी ना पाएंगे हम तो सनम मर जाएंगे
Work
Language

तुझ बिन जी ना पाएंगे हम तो सनम मर जाएंगे
तू धड़कन है मेरे दिल की न होना दिल से जुदा

इस दुनिया में सबसे बढ़कर तुझसे प्यार है मुझको (2)
साँसों की ज़ंजीर में दिलबर रख लो बाँध के मुझको
हमसाया तेरा बन जायेंगे जीवन तुझे बनाएंगे
तू धड़कन है मेरे दिल की न होना दिल से जुदा

तू जाए तो जान भी जाए तू तो जान है मेरी (2)
कौन मुझे पहचाने तुझ बिन तू पहचान है मेरी
हम तो जहाँ भी जायेंगे तेरे ही कहलायेंगे
तू धड़कन है मेरे दिल की न होना दिल से जुदा

तुझ बिन जी ना पायेंगे हम तो सनम मर जयेंगे
तू धड़कन है मेरे दिल की न होना दिल से जुदा

tujh bin jī nā pāeṅge ham to sanam mar jāeṅge
tū dhaṛkan hai mere dil kī na honā dil se judā

is duniyā meṅ sabse baṛhkar tujhse pyār hai mujhko (2)
sāṇsoṅ kī zaṅjīr meṅ dilbar rakh lo bāṇdh ke mujhko
hamsāyā terā ban jāyeṅge jīvan tujhe banāeṅge
tū dhaṛkan hai mere dil kī na honā dil se judā

tū jāe to jān bhī jāe tū to jān hai merī (2)
kaun mujhe pahchāne tujh bin tū pahchān hai merī
ham to jahāṇ bhī jāyeṅge tere hī kahlāyeṅge
tū dhaṛkan hai mere dil kī na honā dil se judā

tujh bin jī nā pāyeṅge ham to sanam mar jayeṅge
tū dhaṛkan hai mere dil kī na honā dil se judā