ṭik ṭik ṭiṭik ṭik
ṭik ṭik ṭiṭik ṭik
dil kā rājā bholā-bhālā moṭe rājā
dil terā hai bholā ā moṭe rājā
janam-janam milte raheṅ sun le dilrubā
dil terā hai bholā ājā ājā moṭe rājā
dil kā rājā merā rājā moṭā tājā
pyāre balam lagtā hai tū rasgulle sā
maiṅ to ho gaī terī divānī terī-merī prīt purānī
jhūm rahī hai bharī javānī mast-mast ye rāt suhānī
pyār se mujhe gale to lagā
sapne sajāye maiṅne nainā bichhāye maine
āyegā merā rājā le ke barāt
gore-gore hāṭhoṅ meṅ mehaṅdī rachāūṇgī maiṅ
kitnī raṅgīlī hogī apnī vo rāt
pyār se bulāyegā tū gale se lagāyegā tū
jitnā satāūṅgī maiṅ utnā manāyegā tū
bāṇsurī bajāyegā tū rāt bhar jagāyegā tū
kaise raheṅ tum bin sajnā tum se jo pyār kar liyā
kaise raheṅ tum bin sajnā ham tum se jo pyār kar liyā
phūloṅ kī sej bichhī hai rabaṛī malāī pī le
hogā romance balmā terā-merā
jīvan kī phulvārī meṅ moṭā sā phūl khilegā
hogā tumhāre jaisā pyārā-pyārā
mujh se yūṇ ḍartā hai kyūṇ dulhan hūṇ maiṅ terī
rātoṅ kā rājā hai tū kartā hai kyūṇ derī
merī tamannā hai uṭhā de merā ghūṇghṭā
ṭik ṭik