तोता मैना की कहानी तो पुरानी पुरानी हो गई
तोता मैना की कहानी तो पुरानी पुरानी हो गई
अब है सबके लबों पर ये ताज़ा ख़बर
एक लड़की दीवानी हो गई
तुझसे मिलके ज़िंदगानी हाय कितनी सुहानी हो गई
मिलते ही नज़र हुआ ऐसा असर
मैं फ़कीरे की रानी हो गई
तोता मैना की कहानी …
कहीं कोई न था दूर दूर तक
हम जिसको हमारा कहते
तू न मिलता अगर सूनी राह पर
पिया हम बेसहारा रहते
ऐ मेरे हमसफ़र चाहने वालों पर
वक़्त की मेहरबानी हो गई
तोता मैना की कहानी …
तू रंग है मैं हूँ ख़ुशबू
गुल खिलते हैं अपने मिलन से
तेरा मुखड़ा है सामने मेरे
मुझे मतलब नहीं है चमन से
एक अपनी डगर एक अपना नगर
एक अपनी कहानी हो गई
तोता मैना की कहानी …
totā mainā kī kahānī to purānī purānī ho gaī
ab hai sabke laboṅ par ye tāzā khabar
ek laṛkī dīvānī ho gaī
tujhse milke ziṅdgānī hāy kitnī suhānī ho gaī
milte hī nazar huā aisā asar
maiṅ fakīre kī rānī ho gaī
totā mainā kī kahānī …
kahīṅ koī na thā dūr dūr tak
ham jisko hamārā kahte
tū na miltā agar sūnī rāh par
piyā ham beshārā rahte
ai mere hamasafar chāhne vāloṅ par
vaqt kī meharbānī ho gaī
totā mainā kī kahānī …
tū raṅg hai maiṅ hūṇ khuśhbū
gul khilte haiṅ apne milan se
terā mukhaṛā hai sāmne mere
mujhe matalab nahīṅ hai chaman se
ek apnī ḍagar ek apnā nagar
ek apnī kahānī ho gaī
totā mainā kī kahānī …