तूने ज़िंदगी में आ के ज़िंदगी बदल दी
तुम सा कोई दूसरा इस ज़मीं पे हुआ
तो रब से शिक़ायत होगी
तुम्हारी तरफ़ रुख़ किसी ग़ैर का हुआ
तो क़यामत से पहले क़यामत होगी
तूने ज़िंदगी में आ के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने प्यार यूँ निभा के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
अब गवारा नहीं कोई और भी हो
जो मेरी तरह यूँ तुम पे मरे
छूना तो दूर है अब न मंज़ूर है
कोई मेरे सिवा तेरा ज़िक्र भी करे
तूने फ़ासले मिटा के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने ज़िंदगी में आ के …
तेरी तारीफ़ गर आईना भी करे
तोड़ दूँ मैं उसे दिल मेरा कहे
तू है मेरी जुनून मेरे दिल का सुकून
मैं दीवाना हूँ तेरा कोई कुछ भी कहे
ये दीवानगी बढ़ा के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने ज़िंदगी में आ के …
तूने ज़िंदगी में आ के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने प्यार यूँ निभा के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने ज़िंदगी में आ के …
इश्क़ में तेरे हम क्या से क्या हो गए
भूल कर ये जहाँ बस तुम्हारे हो गए
तेरे बिन ए सनम थे अधूरे से हम
मिल गए तुम हमें ख़्वाब पूरे हो गए
तूने फ़ासले मिटा के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने ज़िंदगी में आ के …
ऐसी दीवानगी हम ने देखी नहीं
जान-ए-जां सोच कर हम को लगता है डर
ये तो इक दौर है सच तो कुछ और है
कल जो आने वाला है उस की किस को ख़बर
इस मोड़ पे यूँ ला के ज़िंदगी हो ज़िंदगी बदल दी
तूने ज़िंदगी में आ के …
tum sā koī dūsrā is zamīṅ pe huā
to rab se śhiqāyat hogī
tumhārī taraf rukh kisī ġhair kā huā
to qayāmat se pahle qayāmat hogī
tūne ziṅdgī meṅ ā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne pyār yūṇ nibhā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
ab gavārā nahīṅ koī aur bhī ho
jo merī tarah yūṇ tum pe mare
chhūnā to dūr hai ab na maṅzūr hai
koī mere sivā terā zikra bhī kare
tūne fāsle miṭā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne ziṅdgī meṅ ā ke …
terī tārīf gar āīnā bhī kare
toṛ dūṇ maiṅ use dil merā kahe
tū hai merī junūn mere dil kā sukūn
maiṅ dīvānā hūṇ terā koī kuchh bhī kahe
ye dīvāngī baṛhā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne ziṅdgī meṅ ā ke …
tūne ziṅdgī meṅ ā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne pyār yūṇ nibhā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne ziṅdgī meṅ ā ke …
iśhq meṅ tere ham kyā se kyā ho gae
bhūl kar ye jahāṇ bas tumhāre ho gae
tere bin e sanam the adhūre se ham
mil gae tum hameṅ khvāb pūre ho gae
tūne fāsle miṭā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne ziṅdgī meṅ ā ke …
aisī dīvāngī ham ne dekhī nahīṅ
jān-e-jāṅ soch kar ham ko lagtā hai ḍar
ye to ik daur hai sach to kuchh aur hai
kal jo āne vālā hai us kī kis ko khabar
is moṛ pe yūṇ lā ke ziṅdgī ho ziṅdgī badal dī
tūne ziṅdgī meṅ ā ke …