तेरे लबों पे इन्कार है मेरे लबों पे इकरार है
हाँ यही तो हैं सब निशानियां
हाँ इसी का नाम तो प्यार है
हूं हूं
तूने मुझे पहचाना नहीं
जानां मैं कोई अन्जाना नहीं
आशिक़ हूँ मैं तेरे नाम का
दीवाना हूँ मैं दीवाना नहीं
हूं हूं हूं
नाम बदल के तू कहती हैं तू वो नहीं कोई और है
तूने दी थी ये अंगूठी ये कहती है तू है झूठी
हूं हूं
हे हे हे हे हे हे हे हे
काँटा ना था जो निकल गया कागज़ न था जो खो गया
लिखा है ये दिल पे मेरे तू है मेरी मैं हूँ तेरा
तूने मुझे पहचाना …
tere laboṅ pe inkār hai mere laboṅ pe ikrār hai
hāṇ yahī to haiṅ sab niśhāniyāṅ
hāṇ isī kā nām to pyār hai
hūṅ hūṅ
tūne mujhe pahchānā nahīṅ
jānāṅ maiṅ koī anjānā nahīṅ
āśhiq hūṇ maiṅ tere nām kā
dīvānā hūṇ maiṅ dīvānā nahīṅ
hūṅ hūṅ hūṅ
nām badal ke tū kahtī haiṅ tū vo nahīṅ koī aur hai
tūne dī thī ye aṅgūṭhī ye kahtī hai tū hai jhūṭhī
hūṅ hūṅ
he he he he he he he he
kāṇṭā nā thā jo nikal gayā kāgaz na thā jo kho gayā
likhā hai ye dil pe mere tū hai merī maiṅ hūṇ terā
tūne mujhe pahchānā …